SEARCH RESULTS
Showing search results for "tule"
Ghazal MATCHES FOR "tule"
Ghazal
kyuu.n na tashbiih use zulf se de.n aashiq-e-zaar
vaaqa.ii tuul-e-shab-e-hijr balaa hotaa hai
Mirza Raza Barq
Ghazal
zamaa.n makaa.n the mire saamne bikharte hu.e
mai.n Dher ho gayaa tuul-e-safar se Darte hu.e
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
aavaara hai phir koh-e-nidaa par jo bashaarat
tamhiid-e-masarrat hai ki tuul-e-shab-e-Gam hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
raat ke pahluu me.n phailaa diijiye zulf-e-daraaz
yuu.nhii kuchh tuul-e-sab-e-biimaar kam kar diijiye
Farhat Ehsas
Ghazal
shab kaT ga.ii furqat kii dekhaa na 'firaaq' aaKHir
tuul-e-Gam-e-hijraa.n bhii be-kaar nazar aayaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
na ba.Dhe baat agar khul ke kare.n vo baate.n
baa.is-e-tuul-e-suKHan kam-suKHanii hotii hai
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
naGma-e-tuul-e-shab-e-hijr mire bas kaa nahii.n
mai.n agar lai ko paka.Dtaa huu.n to sam jaataa hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
tere lab mohr lagaa de.n to ye qissa ho tamaam
daftar-e-tuul-e-shikaayaat mukammal ho jaa.e
Waheed Akhtar
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
o gaane vaale TuuTte taaro.n ke saaz par
mai.n bhii shahiid-e-tuul-e-shab-e-intizaar thaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
da.avaa bahut ba.Daa hai riyaazii me.n aap ko
tuul-e-shab-e-firaaq ko to naap diijiye
Akbar Allahabadi
Ghazal
juu.n sub.h ab kahaa.n hai tuul-e-suKHan kii fursat
qissa hii ko.ii dam ko hai muKHtasar hamaaraa
Meer Taqi Meer
Ghazal
adaa-e-tuul-e-suKHan kyaa vo iKHtiyaar kare
jo arz-e-haal ba-tarz-e-nigaah-e-yaar kare