SEARCH RESULTS
Showing search results for "tulips"
Ghazal MATCHES FOR "tulips"
Ghazal
taaliif nusKHa-haa-e-vafaa kar rahaa thaa mai.n
majmuua-e-KHayaal abhii fard fard thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
napii-tulii sii mohabbat lagaa ba.ndhaa saa karam
nibhaa rahe ho ta'alluq ba.De hisaab ke saath
Rehman Faris
Ghazal
is qahat-o-inhedaam-e-rivaayat ke ahd me.n
taaliif nusKHa-haa-e-vafaa kii ga.ii to kyaa
Iftikhar Arif
Ghazal
mujhe Dhakii-chhupii in buujhii uljhano.n se milaa
jachii-tulii hu.ii ik saa.ns kaa bharosaa bhii
Majeed Amjad
Ghazal
dard-aamez hai kuchh yuu.n mirii KHaamoshii bhii
raas aatii nahii.n mujh ko ye KHirad-poshii bhii
Taleef Haidar
Ghazal
tamaam shahr hii terii adaa se qaa.em hai
husuul-e-kaar-gah-e-Gam du.aa se qaa.em hai
Taleef Haidar
Ghazal
hayaat-e-nau ke jaziire pe roknii pa.Dii naav
muKHaalifat pe tulii thii havaa mai.n kyaa kartaa
Hasan Shahnawaz Zaidi
Ghazal
ab is se ba.Dh ke aur ho vahshat kaa kyaa subuut
taaliif nusKHa-haa-e-junuu.n kar rahaa huu.n mai.n
Khar Dehlavi
Ghazal
adhuure chitr me.n puurii kahaanii zindagaanii kii
liye nau tuulika kab se sajaatii u.ngliyaa.n dekho
Shubha Shukla Mishra adhar
Ghazal
duniyaa tulii thii ham ko banaane pe devtaa
par ham kisii bhii haal me.n patthar nahii.n hu.e
Ankit Maurya
Ghazal
big.De hu.e kuchh harf hai.n be-ma.anii se kuchh lafz
ye ziist ke auraaq kii taaliif hu.ii hai
Waqar Vasiqi
Ghazal
Taleef Haidar
Ghazal
mujh ko ma.aluum hai shab kaa haasil
qalbii taaliif bajaa hai bhaa.ii
Mukarram Husain Awan Zamzam
Ghazal
yuu.n bhii to tirii raah kii diivaar nahii.n hai.n
ham husn-e-talab ishq ke biimaar nahii.n hai.n
Taleef Haidar
Ghazal
ye shahr apnii isii haav-huu se zinda hai
tumhaarii aur mirii guftuguu se zinda hai