SEARCH RESULTS
Showing search results for "turkii"
Ghazal MATCHES FOR "turkii"
Ghazal
dil KHuub samajhtaa hai tire harf-e-karam ko
har-chand vo urdu hai na turkii hai na taazii
Hasrat Mohani
Ghazal
Bulbul Kashmiri
Ghazal
jo zauq-e-nazar ho to turkii me.n aa kar
hayaat-e-aziima ke aasaar dekho
Anisa Haroon Sharwaniya
Ghazal
mai-e-shabaab-o-Guruur-e-shabaab kyaa kahnaa
bas ek ghuu.nT me.n turkii tamaam hotii hai
Muzaffar Shikoh
Ghazal
Nadir Kakorvi
Ghazal
turk-e-mardum-shikaar hai.n vallaah
terii aa.nkhe.n hai.n kyaa balaa ai dost
Raja Girdhari Parsad Baqi
Ghazal
sunaa hai mai.n ne suKHan-ras hai turk-e-usmaanii
sunaa.e kaun use 'iqbaal' kaa ye sher-e-Gariib
Allama Iqbal
Ghazal
haazir huu.n mujhe basta-e-fitraak-e-faras kar
gar said ko.ii turk-e-sitamgar nahii.n miltaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
mujh ko hairat hai ki kii umr basar us ne kahaa.n
is jahaalat pe to ne turk na taajiik hai dil
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
kartaa hai ko.ii turk-dilaa neza-baaziyaa.n
dumbaala surme kaa ye nahii.n chashm-e-yaar me.n
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
naaz-o-adaa ko tark mire yaar ne kiyaa
Gamza nayaa ye turk sitamgaar ne kiyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
vo chashm hii nahii.n dil-e-vahshii kii fikr me.n
har turk ko hai shauq shikaar-e-Gazaal kaa