SEARCH RESULTS
Showing search results for "tuul"
Ghazal MATCHES FOR "tuul"
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
ye phuul mujhe ko.ii viraasat me.n mile hai.n
tum ne miraa kaa.nTo.n bharaa bistar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kyuu.n na tashbiih use zulf se de.n aashiq-e-zaar
vaaqa.ii tuul-e-shab-e-hijr balaa hotaa hai
Mirza Raza Barq
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
zamaa.n makaa.n the mire saamne bikharte hu.e
mai.n Dher ho gayaa tuul-e-safar se Darte hu.e
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
aavaara hai phir koh-e-nidaa par jo bashaarat
tamhiid-e-masarrat hai ki tuul-e-shab-e-Gam hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
raat ke pahluu me.n phailaa diijiye zulf-e-daraaz
yuu.nhii kuchh tuul-e-sab-e-biimaar kam kar diijiye
Farhat Ehsas
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
tuu ne bhii to dekhii thii vo jaatii hu.ii duniyaa
kyaa aaKHrii lamho.n me.n biimaar nazar aayaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
tum bichha.Dte ho jo ab karb na ho vo kam hai
dam nikaltaa hai to a.azaa-shikanii hotii hai