SEARCH RESULTS
Showing search results for "u.ngliyo.n"
Ghazal MATCHES FOR "u.ngliyo.n"
Ghazal
in ThiThurtii u.ngliyo.n ko is lapaT par se.nk lo
dhuup ab ghar kii kisii diivaar par hogii nahii.n
Dushyant Kumar
Ghazal
yahii aqiiq the shaaho.n ke taaj kii ziinat
jo u.ngliyo.n me.n madaarii pahan ke aate hai.n
Rahat Indori
Ghazal
guhar lage the KHunuk u.ngliyo.n ke zaKHm mujhe
ab is athaah samundar ko phir kha.ngaale kaun
Zeb Ghauri
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
vo Dhal rahaa hai to ye bhii ra.ngat badal rahii hai
zamiin suuraj kii u.ngliyo.n se phisal rahii hai
Javed Akhtar
Ghazal
phir u.ngliyo.n ko KHuu.n me.n Dubonaa pa.Daa hame.n
jab ham ko maa.ngne pe qalam bhii nahii.n milaa
Munawwar Rana
Ghazal
Zubair Rizvi
Ghazal
u.ngliyo.n ke naqsh gul-daano.n pe aate hai.n nazar
aa.o dekhe.n apne andar aur kyaa kyaa rah gayaa
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
ehtiraaman u.ngliyo.n se ho.nT giile kar liye
jab mirii dahliiz pe KHud bah ke dariyaa aa gayaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
marqad-e-qais par ab tak bhii to KHaar-e-sahraa
u.ngliyo.n se ye bataate hai.n vo mahmil aayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
us kii naazuk u.ngliyo.n ko dekh kar aksar 'adam'
ek halkii sii sadaa-e-saaz aatii hai mujhe
Abdul Hamid Adam
Ghazal
shal u.ngliyo.n se thaam rakhaa hai chaTaan ko
chhuuTaa jo haath se ye kinaaraa to mai.n gayaa
Saud Usmani
Ghazal
Sandeep Thakur
Ghazal
u.ngliyo.n pe gin mirii tanhaa.iyo.n ke ham-safar
ik udaasii jaam duujaa yaad terii tiin hai.n
Sandeep Thakur
Ghazal
u.ngliyo.n kii poro.n me.n kirchiyaa.n utartii hai.n
kaa.nch ke bikharne me.n der kitnii lagtii hai
Shahnaz Parveen Sahar
Ghazal
aisii shikast thii ki kaTii u.ngliyo.n ke saath
kaa.nTo.n kaa ek haar pironaa pa.Daa mujhe