SEARCH RESULTS
Showing search results for "uThaa.e.n"
Ghazal MATCHES FOR "uThaa.e.n"
Ghazal
is re.ngtii hayaat kaa kab tak uThaa.e.n baar
biimaar ab ulajhne lage hai.n tabiib se
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Athar Nafees
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
mujh ko ye aarzuu vo uThaa.e.n naqaab KHud
un ko ye intizaar taqaazaa kare ko.ii
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
'hasrat' phir aur jaa ke kare.n kis kii bandagii
achchhaa jo sar uThaa.e.n bhii is aastaa.n se ham
Hasrat Mohani
Ghazal
jauf-e-falak me.n KHaak bhii lazzat nahii.n rahii
jii chaahtaa hai terii jafaa.e.n uThaa.e.n ham
Dagh Dehlvi
Ghazal
nazar uThaa.e.n to kyaa kyaa fasaana bantaa hai
sau pesh-e-yaar nigaahe.n jhukaanaa bantaa hai
Rehman Faris
Ghazal
bojh hotaa jo Gamo.n kaa to uThaa bhii lete
zindagii bojh banii ho to uThaa.e.n kaise
Naqsh Layalpuri
Ghazal
ab ha.ns ke tere naaz uThaa.e.n to kis liye
tuu ne bhii to lihaaz hamaaraa nahii.n kiyaa
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
jagaa.e.n ham-safaro.n ko uThaa.e.n parcham-e-shauq
na jaane kab ho sahar kaun intizaar kare
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
aap dil-juu.ii kii zahmat na uThaa.e.n jaa.e.n
ro ke baiThaa huu.n na ab aur rulaa.e.n jaa.e.n
Shahzad Nayyar
Ghazal
naqaab udhar vo uThaa.e.n idhar mai.n aah karuu.n
samand-e-husn pe pa.D jaa.e taaziyaana-e-ishq
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
paa.ii dil-o-nigaah ne is jaa se 'raushnii'
sar kis tarah uThaa.e.n tire aastaa.n se ham
Geeta Thakur Raushni
Ghazal
matvaale chaa.nd suuraj teraa uThaa.e.n Dolaa
tujh ko KHushii kii pariyaa.n ghar tere le ke jaa.e.n