SEARCH RESULTS
Showing search results for "ubhaarnaa"
Ghazal MATCHES FOR "ubhaarnaa"
Ghazal
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
naqsh kii tarah ubharnaa bhii tumhii se siikhaa
rafta rafta nazar aanaa bhii tumhii se siikhaa
Zehra Nigaah
Ghazal
talaash-e-rizq me.n dariyaa ke panchhiyo.n kii tarah
tamaam umr mujhe Duubnaa ubharnaa hai
Asad Badayuni
Ghazal
KHud apne dil me.n KHaraashe.n utaarnaa ho.ngii
abhii to jaag ke raate.n guzaarnaa ho.ngii
Mohsin Naqvi
Ghazal
varta-e-dariyaa-e-Gam ne aise Gote de diye
Duubnaa phir Duub kar mujh ko ubharnaa aa gayaa
Nooh Narvi
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
saahil ke lab se puuchho dariyaa ke dil se puuchho
ik mauj-e-tah-nashii.n kaa muddat ke baad ubharnaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
qulzum-e-ishq me.n hai.n nafaa o salaamat dono.n
is me.n Duube bhii to kyaa paar utarnaa hai yahii
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
isii KHalish ke sabab phir mujhe ubharnaa hai
KHudaa ke vaaste ahd-e-zavaal mat chhiino
Wasi Shah
Ghazal
Aftab Hussain
Ghazal
aa Duub! ubharnaa hai tujhe agle nagar me.n
manzil bhii bulaatii hai saliibe.n bhii kha.Dii hai.n
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
ra.ng-e-rusvaa.ii sahii shahr kii diivaaro.n par
naam 'raashid' kaa ubharnaa to abhii baaqii hai
Rashid Kamil
Ghazal
inhii ravaa.n davaa.n lahro.n pe zindagii kaT jaa.e
ho teraa saath mayassar to paar utarnaa kyaa