SEARCH RESULTS
Showing search results for "ubhaarnaa"
Nazm MATCHES FOR "ubhaarnaa"
Nazm
mulamma ki anguThi
khone ko kharaa ban ke nikharnaa nahii.n achchhaa
chhoTe ko ba.Daa ban ke ubharnaa nahii.n achchhaa
Ismail Merathi
Nazm
sinf-e-nazuk kaha gaya mujhko
KHushbuu ban kar ham ne yuu.n bikharnaa hai
maanind-e-sahar KHud me.n yuu.n ubharnaa hai
Syeda Sadaf Akbar
Nazm
KHwab
magar vo KHvaab jo Garq-e-shu.uur the yaksar
bisaat-e-chashm pe jin ko abhii ubharnaa thaa
Khawar Naqeeb
Nazm
jago aur jagao
koshish se kuchh karnaa siikho
bal par apne ubharnaa siikho
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Nazm
itna malum hai!
har satar me.n miraa chehra ubhar aayaa hogaa
jab milii hogii use merii alaalat kii KHabar
Parveen Shakir
Nazm
aurat
to.D paimaana-e-mardaan-e-KHirad-mand bhii to.D
ban ke tuufaan chhalaknaa hai ubalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
saqi-nama
samajhte hai.n naadaa.n use be-sabaat
ubhartaa hai miT miT ke naqsh-e-hayaat
Allama Iqbal
Nazm
parchhaiyan
tasavvuraat kii parchhaa.iyaa.n ubhartii hai.n
kabhii gumaan kii suurat kabhii yaqii.n kii tarah
Sahir Ludhianvi
Nazm
aadmi bulbula hai
TuuTtaa bhii hai Duubtaa bhii hai
phir ubhartaa hai, phir se bahtaa hai