SEARCH RESULTS
Showing search results for "ubuur"
Ghazal MATCHES FOR "ubuur"
Ghazal
ubuur kar na sake ham hade.n hii aisii thii.n
qadam qadam pe yahaa.n mushkile.n hii aisii thii.n
Anwar Shuoor
Ghazal
kartii nahii.n ubuur tumhe.n merii justujuu
kyaa kar diyaa hai tum ne ye kyaa ho gayaa mujhe
Ehsan Danish
Ghazal
ubuur kar liyaa sahraa to phir se lauT aa.e
junuun baaqii thaa aashuftagii bachii hu.ii thii
Liaqat Jafri
Ghazal
Garq o ubuur dono.n kaa haasil hai KHatm-e-kar
majbuuriyo.n ne mauj ko saahil banaa diyaa
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
ubuur kar na sakaa be-hisii kii chaTTaane.n
mire zamiir ko mardaangii ataa kar de
Khalid Ghani
Ghazal
tum ko to vus.at-e-iz.haar pe hai itnaa ubuur
jam ke ik sher agar kah do to chhaa sakte ho
Hina Ambareen
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
vo ek aise samundar ke ruup me.n aayaa
ki umr kaT ga.ii jis ko ubuur karne me.n
Muzaffar Warsi
Ghazal
bas ab ye pyaas kaa sahraa ubuur kar jaa.o
nadii ne phir tumhe.n apnii taraf bulaayaa hai
Makhmoor Saeedi
Ghazal
qadmo.n se itnaa duur kinaara kabhii na thaa
naa-qaabil-e-ubuur ye dariyaa kabhii na thaa
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
huduud-e-vaqt ke darvaaze muntazir hai.n 'nasiim'
ki tuu ye faasle kar ke ubuur dastak de
Naseem Sahar
Ghazal
maayuus yuu.n na bahr-e-adab ho, tuu sabr kar
tujh ko ubuur karne shanaavar bhii aa.e.nge
Quaiser Khalid
Ghazal
tire junuun ne ik naam de diyaa varna
mujhe to yuu.n bhii ye sahraa ubuur karnaa thaa