SEARCH RESULTS
Showing search results for "udha.dne"
Ghazal MATCHES FOR "udha.dne"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
libaas-e-sabr-o-tahammul jo ham hai.n pahne hu.e
ab is ke lagtaa hai baKHiye udha.Dne vaale hai.n
Saadat Bandvi
Ghazal
isii liye to ye shaame.n uja.Dne lagtii hai.n
ki lau ba.Dhaa ke havaa.e.n suka.Dne lagtii hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
har ek chiiz kaa is tarah kaal pa.Dne lagaa
miraa vatan mire dil kii tarah uja.Dne lagaa
Iqbal Umar
Ghazal
kuchh hamii.n ko nahii.n ehsaan uThaane kaa dimaaG
vo to jab aate hai.n maa.il-ba-karam aate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ja.D ukha.Dne se jhukaa.o hai mirii shaaKHo.n me.n
duur se log samar-baar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Ghazal
sabaa se karte hai.n Gurbat-nasiib zikr-e-vatan
to chashm-e-sub.h me.n aa.nsuu ubharne lagte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
Jaleel 'Aali'
Ghazal
sar-e-shab ik na.ii tamsiil bapaa honii hai
aur ham parda uThaane ke liye nikle hai.n
Jaun Eliya
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
mujhe to roz kasauTii pe dard kastaa hai
ki jaa.n se jism ke baKHiye udha.Dte rahte hai.n
Gulzar
Ghazal
jahaa.n ishq me.n Duub kar rah ga.e hai.n
vahii.n phir ubharne ko jii chaahtaa hai
Shakeel Badayuni
Ghazal
mahfil se uThaane ke sazaa-vaar hamii.n the
sab phuul tire baaG the ik KHaar hamii.n the
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
ye mehr-o-maah arz-o-samaa mujh me.n kho ga.e
ik kaa.enaat ban ke ubharne lagaa huu.n mai.n