SEARCH RESULTS
Showing search results for "ufqii"
Ghazal MATCHES FOR "ufqii"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
sabza-e-KHat se tiraa kaakul-e-sarkash na dabaa
ye zamurrad bhii hariif-e-dam-e-af.ii na hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
baaG paa kar KHafaqaanii ye Daraataa hai mujhe
saaya-e-shaaKH-e-gul af'ii nazar aataa hai mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
na chiinii o arabii vo na ruumii o shaamii
samaa sakaa na do aalam me.n mard-e-aafaaqii
Allama Iqbal
Ghazal
dilo.n me.n valvale aafaaq-giirii ke nahii.n uThte
nigaaho.n me.n agar paidaa na ho andaaz-e-aafaaqii
Allama Iqbal
Ghazal
af'ii kii tarah Dasne lagii mauj-e-nafas bhii
ai zahr-e-Gam-e-yaar bahut ho chukii bas bhii
Ahmad Faraz
Ghazal
roz aane pe nahii.n nisbat-e-ishqii mauquuf
umr bhar ek mulaaqaat chalii jaatii hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
us kii kaakul hai burii maan kahaa ai af.ii
dekhiyo us se tuu kaa.ndhaa na raga.D kar chalnaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
mire ash'aar aafaaqii mirii Gazle.n ho.n paiGaamii
ho merii fikr sanjiida qalam aazaad ho meraa
Mubarak Lone
Ghazal
Aftab Shakeel
Ghazal
shab us ke afa.ii-e-gesuu kaa jo fasaana hu.aa
havaa kuchh aisii ba.ndhii gul charaaG-e-KHaana hu.aa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Urfi Aafaqi
Ghazal
ghar hai tiraa tuu shauq se aane ke liye aa
lekin mai.n ye chaahuu.ngaa na jaane ke liye aa
Ramz Afaqi
Ghazal
sabaa se aatii hai kuchh bu-e-aashnaa mujh ko
bulaa rahaa hai mire KHuu.n kaa zaa.iqa mujh ko
Urfi Aafaqi
Ghazal
ek biimaar-e-judaa.ii huu.n mai.n aaphii tis par
puuchhne vaale judaa jaan ko khaa jaate hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
ik mulaaqaat kaa bas tum se bahaanaa chaahaa
ham ne kab apne liye saaraa zamaana chaahaa