SEARCH RESULTS
Showing search results for "ugaate"
Ghazal MATCHES FOR "ugaate"
Ghazal
chalo naadaaniyo.n ke biij bo kar ham
dilo.n me.n phir vahii bachpan ugaate hai.n
Satish Dubey Satyarth
Ghazal
ab lohaa ugaate hai.n daraKHto.n kii jagah ham
koyal ko bhii ab shor machaanaa nahii.n pa.Dtaa
Saima Aftab
Ghazal
ye vahii gaa.nv hai.n fasle.n jo ugaate the kabhii
bhuuk le aa.ii hai in ko to nagar me.n rakh lo
Prem Bhandari
Ghazal
raa.egaa.n ho gayaa vo gaanaa tiraa raag basant
mausam-e-KHaar me.n phuulo.n ko ugaate rahnaa
Divya Jain
Ghazal
a.ndheraa kar ke baiThe ho hamaarii zindagaanii me.n
magar apnii hathelii par nayaa suuraj ugaate ho
Mahaveer Uttaranchali
Ghazal
Abdul Mannan Tarzi
Ghazal
chahchahaatii hai.n KHayaalaat kii chi.Diyaa.n 'mahnaaz'
dard kii fasl ugaate hu.e itraatii huu.n
Mahnaz Anjum
Ghazal
Anees Ansari
Ghazal
Taj Payami
Ghazal
Shahid Anwar
Ghazal
ugaa.o dard kii fasle.n ki zindagii jaage
lahuu kii fasl ugaate hu.e zamaana hu.aa
Jamuna Parsad Rahi
Ghazal
Imdad Akash
Ghazal
na jhaa.nk aa.nkho.n ke andar ki in dino.n ham bhii
hatheliyo.n pe ugaate hai.n aaftaab ke phuul
Salim Saleem
Ghazal
jo naag-phanii dil me.n ugaate hai.n vahii log
phaldaar shajar phuulne phalne nahii.n dete
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Qasim Hayat
Ghazal
aaGaaz-e-mohabbat hai aanaa hai na jaanaa hai
ashko.n kii hukuumat hai aaho.n kaa zamaanaa hai