SEARCH RESULTS
Showing search results for "ugaate"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ugaate"
Ghazal
chalo naadaaniyo.n ke biij bo kar ham
dilo.n me.n phir vahii bachpan ugaate hai.n
Satish Dubey Satyarth
PAGE MATCHES FOR "ugaate"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ugaate"
Ghazal
raa.egaa.n ho gayaa vo gaanaa tiraa raag basant
mausam-e-KHaar me.n phuulo.n ko ugaate rahnaa
Divya Jain
Ghazal
a.ndheraa kar ke baiThe ho hamaarii zindagaanii me.n
magar apnii hathelii par nayaa suuraj ugaate ho
Mahaveer Uttaranchali
Nazm
ghar ki raunaq
qadam qadam pe na.e gul khilaate rahte hai.n
tarah tarah ke masaa.il ugaate rahte hai.n
Raza Naqvi Vahi
Ghazal
Abdul Mannan Tarzi
Nazm
agar hum sarhadon par peD ugate
agar ham sarhado.n par pe.D ugaate
kyaa ham saayo.n par bhii baa.ndh banaate
Sunayana Kachroo
Ghazal
chahchahaatii hai.n KHayaalaat kii chi.Diyaa.n 'mahnaaz'
dard kii fasl ugaate hu.e itraatii huu.n
Mahnaz Anjum
Rubai
ham saa.np paka.D lete hai.n biino.n ke baGair
fasle.n bhii ugaate hai.n zamiino.n ke baGair