SEARCH RESULTS
Showing search results for "uj.De"
Ghazal MATCHES FOR "uj.De"
Ghazal
Dhuu.nDh uj.De hu.e logo.n me.n vafaa ke motii
ye KHazaane tujhe mumkin hai KHaraabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
lagtaa nahii.n hai dil miraa uj.De dayaar me.n
kis kii banii hai aalam-e-naa-paa.edaar me.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
uj.De hu.e logo.n se gurezaa.n na hu.aa kar
haalaat kii qabro.n ke ye katbe bhii pa.Dhaa kar
Mohsin Naqvi
Ghazal
tuu jo ai zulf pareshaan rahaa kartii hai
kis ke uj.De hu.e dil me.n hai Thikaanaa teraa
Dagh Dehlvi
Ghazal
hamaare ghar ko to uj.De hu.e zamaana hu.aa
magar sunaa hai abhii vo makaan baaqii hai
Javed Akhtar
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
ek uj.De hu.e viiraan kha.nDar me.n 'aazar'
naa-munaasib hai magar jaane ko jii chaahtaa hai
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
uj.De pa.De hai.n dasht Gazaalo.n pe kyaa banii
suune hai.n kohsaar divaane kidhar ga.e
Akhtar Shirani
Ghazal
Fani Badayuni
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ab ko.ii gulshan na uj.De ab vatan aazaad hai
ruuh ga.ngaa kii himaala kaa badan aazaad hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
raat ik uj.De makaa.n par jaa ke jab aavaaz dii
guu.nj uTThe baam-o-dar merii sadaa ke saamne
Muneer Niyazi
Ghazal
tum se bichh.De dil ko uj.De barso.n biit ga.e
aa.nkho.n kaa ye haal hai ab tak kal kii baat lage
Qaisarul Jafri
Ghazal
chehre pe u.Dtii gard thii baalo.n me.n raakh thii
shaayad vo ham-safar mire uj.De nagar kaa thaa
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
uj.De hu.e makaan me.n kal shab tiraa KHayaal
aaseb ban ke mujh se lipaTtaa chalaa gayaa
Shaukat Fahmi
Ghazal
Kishwar Naheed
Ghazal
sair kar uj.De dilo.n kii jo tabii.at hai udaas
jii bahal jaate hai.n aksar inhii.n viiraano.n me.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
KHushbuu saa badan yaad na saa.nso.n kii havaa yaad
uj.De hu.e baaGo.n ko kahaa.n baad-e-sabaa yaad
Farhat Abbas Shah
Ghazal
aaj tak mauj-e-havaa to lauT kar aa.ii nahii.n
kyaa kisii uj.De nagar me.n diip jaltaa rah gayaa