SEARCH RESULTS
Showing search results for "uj.De"
Nazm MATCHES FOR "uj.De"
Nazm
o des se aane wale bata
jhuulo.n kaa nasheman hotaa hai
umDe hu.e baadal hote hai.n
Akhtar Shirani
Nazm
to behtar hai yahi
jis ke pal pal me.n the sadiyo.n ke samundar maujzan
chiiKHtii yaade.n liye uj.De hu.e sapne liye
Ahmad Faraz
Nazm
ek lamha
phuul khilne lagte hai.n uj.De uj.De gulshan me.n
tishna tishna giitii par abr chhaane lagte hai.n
Kaifi Azmi
Nazm
mata-e-alfaz
chun le.n phuulo.n kii tarah ham bhii mataa-e-alfaaz
apne uj.De hu.e daaman ko gulistaa.n kar le.n
Zehra Nigaah
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
kaam ishq ke aa.De aataa rahaa
aur ishq se kaam ulajhtaa rahaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
goristan-e-shahi
dil hamaare yaad-e-ahd-e-rafta se KHaalii nahii.n
apne shaaho.n ko ye ummat bhuulne vaalii nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
naya sal
subah ha.nstii rahii bujhte rahe kitne chehre
chuu.Diyaa.n TuuT ga.ii.n maa.ng ke sinduur uj.De
Akhtar Payami
Nazm
raqqasa-e-hayat se
tanziim-e-kaa.enaat-e-junuu.n kii ha.nsii u.Daa
uj.De hu.e chaman kii bahaaro.n pe raqs kar
Shakeel Badayuni
Nazm
namrud ki KHudai
ko.ii ye kis se kahe ki aaKHir
gavaah kis adl-e-be-bahaa ke the ahd-e-taataar ke KHaraabe?
Noon Meem Rashid
Nazm
khanDar
isii uj.De hu.e viiraan kha.nDar me.n ki jahaa.n
kitne din baa'd tiraa saaya nazar aayaa hai
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
aap-biti
kitnii bhuulii hu.ii yaado.n ke pur-asraar kha.nDar
kitne uj.De hu.e luuTe hu.e sunsaan nagar