SEARCH RESULTS
Showing search results for "ujaa.de"
Ghazal MATCHES FOR "ujaa.de"
Ghazal
Dhuu.nDh uj.De hu.e logo.n me.n vafaa ke motii
ye KHazaane tujhe mumkin hai KHaraabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
lazzat-e-iijaad-e-naaz afsuun-e-arz-e-zauq-e-qatl
na.al aatish me.n hai teG-e-yaar se naKHchiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
jauhar-iijaad-e-KHat-e-sabz hai KHud-biinii-e-husn
jo na dekhaa thaa so aa.iine me.n pinhaa.n niklaa
Mirza Ghalib
Ghazal
har ra.ng-e-gardish aa.ina iijaad-e-dard hai
ashk-e-sahaab juz ba-vidaa-e-KHizaa.n nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
huu.n charaaGaan-e-havas juu.n kaaGaz-e-aatish-zada
daaG garm-e-koshish-e-iijaad-e-daaG-e-taaza thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
hai tire dar ke sivaa ko.ii Thikaanaa apnaa
kyaa kahii.n tere ujaa.De hu.e ghar rakhte hai.n
Fani Badayuni
Ghazal
gul-e-daaG-e-dil aah se kyuu.n na murjhaa.e
ujaa.De chaman ye KHizaa.n kaise kaise
Nasim Maysori
Ghazal
kuchh ban pa.Daa na hasrat-e-taamiir se to phir
uj.De hu.e kha.nDar ko dar-o-baam likh diyaa
Mahir Abdul Hayee
Ghazal
an-sune ek bulaave ne ujaa.De aa.ngan
barkate.n uTh ga.ii.n sab maa.o.n ke piichhe piichhe
Tauqeer Raza
Ghazal
Mahir Abdul Hayee
Ghazal
farzaana ujaa.De hai bhare shahro.n ko lekin
diivaana to sahraa ko bhii aabaad kare hai
Rifat Sarosh
Ghazal
KHvaab-saazo.n kii hai iijaad-e-hasii.n ye ummiid
sadaa is aa.ine me.n tum ruKH-e-zebaa dekho
Shaukat Wasti
Ghazal
gumaa.n ki lauT ke aa jaa.e.nge kisii saa.at
usii gumaa.n ne ujaa.De hai.n ghar ziyaada-tar
Syed Ziyauddin Naeem
Ghazal
bahut ujaa.De sahii umr kii saraa.e magar
shikasta taaq me.n ik yaad kaa charaaG to hai
Farasat Rizwi
Ghazal
ijz ejaaz-e-suKHan hai ma.anii-e-iijaad-e-fan
qiimat-e-arz-e-hunar kaa kuchh to andaaza lagaa
Mukhtar Shameem
Ghazal
Inamullah Khan Yaqeen
Ghazal
'sho.ala' ke baa'd KHatm hai iijaad-e-tarz-e-nau
kuchh lutf thaa suKHan kaa usii KHush-bayaa.n talak