SEARCH RESULTS
Showing search results for "uksaa.e"
Ghazal MATCHES FOR "uksaa.e"
Ghazal
ko.ii u.Dtaa hu.aa aa.nchal ko.ii bikhrii hu.ii zulf
sher kahne ko jo uksaa.e to phir sher kahe.n
Aarif Akhtar Naqvi
Ghazal
kabhii to dil yahii uksaa.e KHaamushii ke KHilaaf
labo.n kaa khulnaa hii is ko kabhii akhar jaa.e
Akhilesh Tiwari
Ghazal
naaKHudaa se kaho uksaa.e na 'daanish' mujh ko
zid pe aa.uu.ngaa to kar duu.ngaa bha.nvar ke Tuk.De
Husain Khan Danish
Ghazal
KHud hii uksaa.e sharii.at ke liye vo mard-e-haq
log jab maa.nge.n sharii.at to hade.n jaarii kare
Basit Azeem
Ghazal
jiine pe jo uksaa.e vo uljhan bhii nahii.n hai
is shahr me.n meraa ko.ii dushman bhii nahii.n hai
Saeed Afsar
Ghazal
Hafeez Fatima Barelvi
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
raah chalte hu.e aksar ye gumaa.n hotaa hai
vo nazar chhup ke mujhe dekh rahii ho jaise
Faaiz Anwar
Ghazal
mai.n aksar sochtaa huu.n phuul kab tak
shariik-e-girya-e-shabnam na ho.nge
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
aks-e-ruKHsaar ne kis ke hai tujhe chamkaayaa
taab tujh me.n mah-e-kaamil kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
is tamaashe me.n ulaT jaatii hai.n aksar kashtiyaa.n
Duubne vaalo.n ko zer-e-aab mat dekhaa karo
Ahmad Faraz
Ghazal
bha.Dkaa.e.n mirii pyaas ko aksar tirii aa.nkhe.n
sahraa miraa chehraa hai samundar tirii aa.nkhe.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
tujh ko KHabar nahii.n ki tiraa karb dekh kar
aksar tiraa mazaaq u.Daataa rahaa huu.n mai.n