SEARCH RESULTS
Showing search results for "ulajh"
Ghazal MATCHES FOR "ulajh"
Ghazal
isii roz o shab me.n ulajh kar na rah jaa
ki tere zamaan o makaa.n aur bhii hai.n
Allama Iqbal
Ghazal
yuu.n to qadam qadam pe hai diivaar saamne
ko.ii na ho to KHud se ulajh jaanaa chaahiye
Nida Fazli
Ghazal
in hasiino.n kaa la.Dakpan hii rahe yaa allaah
hosh aataa hai to aataa hai sataanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
pal-bhar me.n us kii shakl na aa.ii agar nazar
yak-dam ulajh ke rishta-e-anfaas rah gayaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
nok-e-har-KHaar KHatarnaak to hotii hai magar
sab ke daaman se ulajh jaa.e zaruurii to nahii.n
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
gaah mirii nigaah-e-tez chiir ga.ii dil-e-vajuud
gaah ulajh ke rah ga.ii mere tavahhumaat me.n
Allama Iqbal
Ghazal
ulajh ke rah gayaa vo jaal me.n tabiibo.n ke
mariiz ghar nahii.n lauTaa hai aspataal ke baad
Varun Anand
Ghazal
ye saaneha hai ki vaa.izo.n se ulajh pa.De ham
ye vaaqi.a hai ki pii rahe the sharaab saare
Ahmad Faraz
Ghazal
vazaahato.n me.n ulajh kar yahii khilaa 'javvaad'
zaruurii hai ki rahe an-kahii ko.ii ko.ii baat
Jawad Sheikh
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
ulajh rahii thii havaa.o.n se ek kashtii-e-harf
pa.Dii hai ret pe aab-e-ravaa.n ke hote hu.e
Iftikhar Arif
Ghazal
vo baat baat pe jii bhar ke bolne vaalaa
ulajh ke rah gayaa Dorii ko kholne vaalaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
ahl-e-sukuu.n se khel na ai mauj-e-imbisaat
ik din ulajh ke dekh kisii Gam-nasiib se