SEARCH RESULTS
Showing search results for "ulajhnaa"
Ghazal MATCHES FOR "ulajhnaa"
Ghazal
tum ne samjhaa.e mirii soch ko aadaab adab
lafz o ma.anii se ulajhnaa bhii tumhii se siikhaa
Zehra Nigaah
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
nii.ndo.n kaa rat-jago.n se ulajhnaa yuu.nhii nahii.n
ik KHvaab-e-raa.egaa.n ko bachaanaa hai aur bas
Saleem Kausar
Ghazal
Fasih Akmal
Ghazal
sub.h tak raat kii zanjiir pighal jaa.egii
log paagal hai.n sitaaro.n se ulajhnaa kaisaa
Saqi Faruqi
Ghazal
phuulo.n se mohabbat hai taqaazaa-e-tabii.at
kaa.nTo.n se ulajhnaa to nahii.n kaam hamaaraa
Kaleem Aajiz
Ghazal
raasto.n ne KHuub samjhaayaa ulajhnaa mat magar
rahzano.n kii apnii zid hai rahbaro.n kii apnii zid
Prabudha Saurabh
Ghazal
shab-gaziida logo.n ko nii.nd se ulajhnaa hai
raat kii masaafat me.n razm-e-sub.h-gaahii kyaa
Saleem Kausar
Ghazal
Khalid Moin
Ghazal
ulajhnaa KHaaro.n se ho saamnaa jo tuufaa.n se
raho jahaa.n me.n agar shaadmaa.n kalii kii tarah
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
masaa.il se ulajhnaa shaan mardo.n kii sahii lekin
na ho gar tazkira teraa Gazal puurii nahii.n hotii
Faryad Aazar
Ghazal
zulmat-e-shab se ulajhnaa hai sahar hone tak
sar ko Takraanaa hai diivaar me.n dar hone tak
Nau Bahar Sabir
Ghazal
Azhar Inayati
Ghazal
Afzaal Naveed
Ghazal
kyaa KHuub hai hamdardii be-dard meharbaano
laasho.n me.n ulajhte ho qaatil ko nahii.n dekhaa
Safia Rag Alvi
Ghazal
Bano Tahira Sayeed
Ghazal
Virendra Khare Akela
Ghazal
maujo.n se ulajhnaa kyaa tuufaan se guzarnaa kyaa
har Duubne vaale ko ehsaas-e-lab-e-juu hai