SEARCH RESULTS
Showing search results for "umda"
Ghazal MATCHES FOR "umda"
Ghazal
dard kii suurat me.n vo umda saa tohfa de gayaa
bevafaa duniyaa me.n jiine kaa sahaaraa de gayaa
Sahar Mahmood
Ghazal
har ko.ii paarsaa.ii kii umda misaal thaa
dil KHush hu.aa hai ek gunahgaar dekh kar
Adeem Hashmi
Ghazal
aa.ina haalaat kaa aa.egaa jo bhii dekhne
ko.ii umda sii Gazal us ko sunaa dii jaa.egii
Ehteram Islam
Ghazal
Kanupriya
Ghazal
kaise kahte hai.n mukammal sher yaa umda Gazal
siikhnaa 'agyaat' ne ilm-o-hunar jaarii rakhaa
Ajay Agyat
Ghazal
Talib Baghpati
Ghazal
Fani Badayuni
Ghazal
mai.n to.Dtaa banaataa hii rahtaa huu.n kuchh na kuchh
har baar aisaa lagtaa hai umda nahii.n banaa
Gul Faraz
Ghazal
aa.ankho.n me.n bhar kar is dasht kii hairaanii
vahshat kii umda tasviir banaa lii jaa.e
Ambarin Salahuddin
Ghazal
Altaf Tanveer
Ghazal
mirii Gazal ke muqaddar me.n pyaas aa.ii hai
kashiid kii hu.ii umda sharaab us kii taraf
Fani Jodhpuri
Ghazal
kaisii umda qaum thii kyaa hii zinda qaum thii
aaKHir us ko kyaa hu.aa kyuu.n Gulaam ho ga.ii
Hilal Fareed
Ghazal
vaqt ne kii thii raqam us gha.Dii ik umda misaal
zindagii thii jo tire saath bataane kii nahii.n
Yasmeen Sahar
Ghazal
dimaaG arsh pe hai kaa.nptaa zamiin pe hai
ai bande dars le umda KHatiib hai sardii
Sabeela Inam Siddiqui
Ghazal
Meeraji
Ghazal
har shaKHs maa.ngtaa hai KHiraaj-e-ta.alluqaat
jab se hamaare jism pe umda libaas hai
Khalid Zahid
Ghazal
yahii mazaaq bahut umda hai javaanii me.n
makaan-e-shauq me.n mehmaan ajnabii rakhnaa