SEARCH RESULTS
Showing search results for "urdu afsane ke ufu"
Ghazal MATCHES FOR "urdu afsane ke ufu"
Ghazal
husn se sharh hu.ii ishq ke afsaane kii
sham.a lau de ke zabaa.n ban ga.ii parvaane kii
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
ravaa.n to huu.n suu-e-aflaak-e-aarzuu lekin
ye zor-e-mauj-e-havaa baazu.o.n ko to.Degaa
Mohsin Ehsan
Ghazal
vaqt ke dasht me.n chau.nke hu.e aahuu kii tarah
ham pareshaan azal se rahe KHushbuu kii tarah
Saba Ikram
Ghazal
KHvaab kii suurat kabhii ham-ra.ng afsaana mile
chaa.nd jaise log ham se maahtaabaana mile
Sahba Akhtar
Ghazal
paraa.ii aag me.n jalne kii aarzuu hai vahii
badal gayaa hai magar vahshato.n kii KHuu hai vahii
Khaleel Tanveer
Ghazal
har samt bikhartii hu.ii KHushbuu kii tarah hai.n
kuchh log mire shahr me.n urdu kii tarah hai.n
Shahbaz Nayyar
Ghazal
dar-e-ufuq pe raqam raushnii kaa baab kare.n
ye jii me.n hai ki sitaare ko aaftaab kare.n
Abbas Tabish
Ghazal
kamar kaso to masaafat kii aabruu rakhnaa
jo chal pa.Do to na manzil kii aarzuu rakhnaa
Ahmad Adil
Ghazal
mai.n tujh ko sochne baiThii to ye KHayaal aayaa
ki aaftaab-e-mohabbat ko kyo.n zavaal aayaa
Shahida lateef
Ghazal
shaam-e-Gam biimaar ke dil par vo ban aa.ii ki bas
har taraf taariikiyaa.n aur aisii tanhaa.ii ki bas
Rahi Shahabi
Ghazal
Shahid Anwar
Ghazal
lafzo.n ke ye nagiine to nikle kamaal ke
Gazlo.n ne KHud pahan liye zevar KHayaal ke
Krishn Bihari Noor
Ghazal
hichkiyaa.n letaa hu.aa duniyaa se diivaana chalaa
jaa.n-kanii ke vaqt bhii teraa hii afsaana chalaa
Shamim Tariq
Ghazal
Khizr Barni
Ghazal
hunar-afshaani-e-KHaama ko du.aa do ki 'fazaa'
lafz ko sahl hu.aa naafa-e-aahuu likhnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ai merii aa.nkho ye be-suud justujuu kaisii
jo KHvaab KHvaab rahii.n un kii aarzuu kaisii
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
kaun kahtaa hai ki marnaa miraa achchhaa na hu.aa
fikr darmaa.n na hu.ii ranj mudaavaa na hu.aa