SEARCH RESULTS
Showing search results for "urdu mein qaseeda nigari ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "urdu mein qaseeda nigari ebooks"
Ghazal
misaal-e-paikar-e-siimaab-e-iztiraab mudaam
pa-e-nigaah-e-karam sharh-e-aarzuu huu.n mai.n
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
aarzuu-e-ra.ng me.n korii chunariyaa kho ga.ii
mil ga.ii vaapas jo vo mailii nishaanii aur hai
Nighat Sahiba
Ghazal
is aarzuu me.n sar-e-raah baiTh jaataa huu.n
vahaa.n se laa.egaa qaasid payaam apnaa bhii
Anwar Shadani
Ghazal
kyaa mujh se intiKHaab kii kartaa hai aarzuu
mai.n to nigaah-e-sher kaa KHud intiKHaab thaa
Sahba Akhtar
Ghazal
ye un kii nigaarish hai yaa duusro.n kii utran
ye saarii ba.Dii baate.n hai.n kaun sii urdu me.n
Jafar Raza
Ghazal
qafas me.n ho.n ki taa.ir aashiyaa.n me.n
tiraa karte hai.n zikr apnii zabaa.n me.n
Jaleel Manikpuri
Ghazal
is ek KHauf se mai.n ja.ng me.n shahiid hu.aa
aduu kamiina hai ta.ane KHudaa ke maaregaa
Zubair Qaisar
Ghazal
ta.alluqaat kashiida hu.e to mujh pe khulaa
ki zaa.iqo.n kaa taGayyur nigaah-e-yaar me.n hai
nazeer Tabassum
Ghazal
aaj be-parda nazar aane me.n kyaa rakkhaa hai
ye shab-e-vasl hai sharmaane me.n kyaa rakkhaa hai
Kashif Akhtar
Ghazal
dil ko nigaah-e-yaar ke nashtar se chhe.D kar
bedaar aarzuu ko kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Hadi Machlishahri
Ghazal
Tasneem Kazmi
Ghazal
mai.n kyaa kahuu.n ki haal hai kyaa hijr-e-yaar me.n
dil iKHtiyaar me.n na jigar iKHtiyaar me.n
Nashtar Chaprawi
Ghazal
mai.n ahl-e-dahr kii nazro.n me.n be-aqiida sahii
ulaT naqaab ki naadiida aaj diida sahii
Sahba Akhtar
Ghazal
aisii nigaah-e-ishq mire dil pe Daal de
mere vujuud ko jo musalsal jamaal de
Anjuman Mansury Arzoo
Ghazal
judaa thii baam se diivaar dar akelaa thaa
makii.n the KHud me.n magan aur ghar akelaa thaa
Javed Shaheen
Ghazal
haa.n isii raste me.n hai shahr-e-nigaar-e-aarzuu
aap chalte jaa.iye mere lahuu kii dhaar par
Aslam Kolsarii
Ghazal
ban ban ke biga.D jaa.egii tadbiir kahaa.n tak
chakkar me.n rakhegii mujhe taqdiir kahaa.n tak