SEARCH RESULTS
Showing search results for "usrat"
Ghazal MATCHES FOR "usrat"
Ghazal
vo kaun KHush-nasiib the jo mutma.in phire
mujh ko to us nigaah se usrat sivaa milii
Saqi Faruqi
Ghazal
kitne aashob gaziida se nazar aate hai.n
usrat-e-KHaana-e-takmiil me.n rahne vaale
Shahid Kamal
Ghazal
hijr ke ban me.n hiran apnaa bhii meraa hii gayaa
usrat-e-ram se bahar-haal rihaa.ii hu.ii raat
Vipul Kumar
Ghazal
ai dost muGtanim hai.n vo muraadaan-e-baa-vaqaar
usrat me.n bhii jo aan pe apnii a.De rahe
Wasif Dehlvi
Ghazal
faraaKHii-o-usrat me.n shaadii-o-Gam me.n
bahar-haal yaaro.n ke tum yaar rahnaa
Ismail Merathi
Ghazal
iltijaa hai ijz-o-usrat kun-fakaanii aur hai
guftuguu-e-be-samar mojiz-bayaanii aur hai
Abid Kazmi
Ghazal
jis takabbur kii badaulat chhin ga.e un ke huquuq
is ke asraat-e-ra.uunat naak par hai.n aaj bhii
Zameer Atraulvi
Ghazal
Shahid Kamal
Ghazal
apnii naadaarii pe kyo.n daaG lagaa.e tuu ne
te pe rakh chho.De hai.n do nuqte ye usrat kaise
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
usrat me.n jin kaa sheva kal tak thaa KHud-faroshii
daulat ke milte hii vo KHuddaar ho ga.e hai.n
Nazeer Siddiqui
Ghazal
ummiid-o-biim, ishrat-o-usrat ke darmiyaa.n
ik kashmakash kuchh aur thii, kuchh thaa kuchh aur thaa
Mohammad Ahmad
Ghazal
hai.n dam ke saath ishrat o usrat hazaar-haa
vaabasta ek taar-e-nafas se hai.n taar-haa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ik tavajjoh se mirii shaaKH ko sarsabz banaa
yaa bu.Dhaape ke ye asraat mukammal kar de
Shazia Niyazi
Ghazal
apne jitne hai.n vo begaana hu.e usrat me.n
ko.ii milne nahii.n aataa hai pareshaa.n ke paas
Sayyad Ahmad Hussain Shafiq Lakhnavi
Ghazal
haa.e ye vaqt ye uftaad ye ‘usrat kii gha.Dii
dost bhii aaj nazar aate hai.n begaane se