SEARCH RESULTS
Showing search results for "usrat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "usrat"
Marsiya
haidar se puuchhiye mire usrat ke haal ko
kis kis dukho.n se paalaa hai is naunihaal ko
Meer Anees
Ghazal
vo kaun KHush-nasiib the jo mutma.in phire
mujh ko to us nigaah se usrat sivaa milii
Saqi Faruqi
Nazm
nashat-e-umid
jii ko ho kabhii agar usrat kaa ra.nj
khol diye tuu nai qanaa.at ke ganj
Altaf Hussain Hali
PAGE MATCHES FOR "usrat"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "usrat"
Ghazal
kitne aashob gaziida se nazar aate hai.n
usrat-e-KHaana-e-takmiil me.n rahne vaale
Shahid Kamal
Ghazal
hijr ke ban me.n hiran apnaa bhii meraa hii gayaa
usrat-e-ram se bahar-haal rihaa.ii hu.ii raat
Vipul Kumar
Nazm
baghi
ishrat-aabaad imaarat kaa makaa.n to.Duu.ngaa
to.D Daaluu.ngaa mai.n zanjiir-e-asiiraan-e-qafas
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
zarurat-e-ittihad
sab kare.n mil ke mulk kii KHidmat
duur ho is kii usrat-o-nakbat
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
naqsh-bar-ab
tuu ne dekhii hii nahii.n panja-e-usrat kii giraft
ruuh ko qaid-e-tamannaa se chhu.Daa hii degii
Ada Jafarey
Mazahiya
poultry-form me.n anDo.n kii tijaarat hogii
daur-e-usrat isii murGii kii badaulat hogii
Raza Naqvi Vahi
Nazm
le chal ai ishq
ye Gariibii kaa dayaar aah ye usrat kaa jahaa.n
khokhle jism liye aah ye bhuuke insaa.n
Mahshar Badayuni
Ghazal
ai dost muGtanim hai.n vo muraadaan-e-baa-vaqaar
usrat me.n bhii jo aan pe apnii a.De rahe
Wasif Dehlvi
Ghazal
faraaKHii-o-usrat me.n shaadii-o-Gam me.n
bahar-haal yaaro.n ke tum yaar rahnaa