SEARCH RESULTS
Showing search results for "usrat"
Nazm MATCHES FOR "usrat"
Nazm
nashat-e-umid
jii ko ho kabhii agar usrat kaa ra.nj
khol diye tuu nai qanaa.at ke ganj
Altaf Hussain Hali
Nazm
baghi
ishrat-aabaad imaarat kaa makaa.n to.Duu.ngaa
to.D Daaluu.ngaa mai.n zanjiir-e-asiiraan-e-qafas
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
zarurat-e-ittihad
sab kare.n mil ke mulk kii KHidmat
duur ho is kii usrat-o-nakbat
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
naqsh-bar-ab
tuu ne dekhii hii nahii.n panja-e-usrat kii giraft
ruuh ko qaid-e-tamannaa se chhu.Daa hii degii
Ada Jafarey
Nazm
le chal ai ishq
ye Gariibii kaa dayaar aah ye usrat kaa jahaa.n
khokhle jism liye aah ye bhuuke insaa.n
Mahshar Badayuni
Nazm
KHidmat-e-adab
saa.e kii tarah saath nahuusat lagii rahii
ik rog ban ke jaan se usrat lagii rahii
Raza Naqvi Vahi
Nazm
ajnabi shahr
apne aa.ngan kii 'usrat-zada aafiyat
apne ghar apne mausam apne naGmo.n kii mastii
Azra Naqvi
Nazm
ramz
muzhda-e-ishrat-e-anjaam nahii.n paa saktaa
zindagii me.n kabhii aaraam nahii.n paa saktaa
Jaun Eliya
Nazm
jawab-e-shikwa
aalim-e-kaif hai daanaa-e-rumuuz-e-kam hai
haa.n magar ijz ke asraar se naa-mahram hai
Allama Iqbal
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
kahii.n to jaa ke rukegaa safiina-e-Gam dil
javaa.n lahuu kii pur-asraar shaah-raaho.n se
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aurat
zof-e-ishrat se nikal vahm-e-nazaakat se nikal
nafs ke khii.nche hu.e halqa-e-azmat se nikal
Kaifi Azmi
Nazm
etiraf
sar pe sarshaari-e-ishrat kaa junuu.n taarii thaa
maah-paaro.n se mohabbat kaa junuu.n taarii thaa