SEARCH RESULTS
Showing search results for "ustaad"
Ghazal MATCHES FOR "ustaad"
Ghazal
reKHte ke tumhii.n ustaad nahii.n ho 'Gaalib'
kahte hai.n agle zamaane me.n ko.ii 'miir' bhii thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
kyaa kahe.n kitne hii nukte hai.n jo barte na ga.e
KHush-badan ishq kare.n aur hame.n ustaad rakhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ishq ke aate hii mu.nh par mire phuulii hai basant
ho gayaa zard ye shaagird jab ustaad aayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
mere kaarobaar me.n sab ne ba.Dii imdaad kii
daad logo.n kii galaa apnaa Gazal ustaad kii
Rahat Indori
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
jise lafz-e-mohabbat ke ma.aanii tak nahii.n aate
use apne liye ham ne yahaa.n ustaad rakkhaa hai
Zafar Iqbal
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
chustii-e-tab.a se ustaad kaa hai qaul 'amiir'
ho zamii.n sust magar chaahiye achchhaa kahnaa
Ameer Minai
Ghazal
mai.n vo huu.n jis kaa zamaane ne sabaq yaad kiyaa
Gam ne shaagird kiyaa phir mujhe ustaad kiyaa
Saqib Lakhnavi
Ghazal
muddato.n tak jo pa.Dhaayaa kiyaa ustaad mujhe
ishq me.n bhuul gayaa kuchh na rahaa yaad mujhe
Hafeez Jalandhari
Ghazal
ahl-e-biinash ko hai tuufaan-e-havaadis maktab
lutma-e-mauj kam-az saili-e-ustaad nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
guzre bahut ustaad magar ra.ng-e-asar me.n
be-misl hai 'hasrat' suKHan-e-'miir' abhii tak
Hasrat Mohani
Ghazal
ko.ii majnuu.n ko.ii farhaad banaa phirtaa hai
ishq me.n har ko.ii ustaad banaa phirtaa hai
Imran Aami
Ghazal
shaagird tarz-e-KHanda-zanii me.n hai gul tiraa
ustaad-e-andaliib hai.n soz-o-fuGaa.n me.n ham
Haidar Ali Aatish
Ghazal
jo zaKHm ko siine ke siye Taa.nke jigar ko
aisaa ko.ii ustaad rafuugar nahii.n miltaa