SEARCH RESULTS
Showing search results for "utaare.nge"
Ghazal MATCHES FOR "utaare.nge"
Ghazal
jaa.n se guzre bhii to dariyaa se guzaare.nge tumhe.n
saath mat chho.Dnaa ham paar utaare.nge tumhe.n
Irfan Siddiqi
Ghazal
kabhii mile.nge to ye qarz bhii utaare.nge
tumhaare chehre ko pairo.n talak nihaare.nge
Vikram Gaur Vairagi
Ghazal
tirii nigaah kaa kyaa qarz ham utaare.nge
tirii nazar se ba.De kaam lete rahte hai.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
vo bulandii se utaare.nge pareshaa.n kar ke
tum isii baat pe me.aar banaa.e rakhnaa
Raghvendra Dwivedi
Ghazal
ab zindagii ro ro ke guzaare.nge nahii.n ham
ye bojh to hai bojh utaare.nge nahii.n ham
Farhat Nadeem Humayun
Ghazal
kas ko nazro.n se aaj utaare.nge
kyuu.n vo tevarii cha.Dhaa.e baiThe hai.n
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
hamaare ghar me.n utaare.nge raah agar bhuule
hai.n mast Dolii ke un ke kahaar holii me.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
phir ujaale se safar hogaa a.ndhere kii taraf
jab utaare.nge badan se umr-e-faanii kaa libaas
Ramz Azimabadi
Ghazal
yahii utaare.nge manzil pe ek din mujh ko
ye jitne zaKHm hai.n paa.nv me.n mere Thokar ke
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
Fayyaz Domki
Ghazal
utaare.nge kis kis ko nazro.n se 'anjum'
vo kyuu.n aaj tevarii cha.Dhaa.e hu.e hai.n
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
dariyaa-e-mai kii ghaat utaare.nge ham unhe.n
shiirii.n kaa juu-e-shiir kaa aglaa zamaana thaa
Hatim Ali Mehr
Ghazal
vo bhave.n maar utaare.nge kisii din mujh ko
jin ke qabze me.n qazaa hai ye vo shamshiire.n hai.n
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Boom Merathi
Ghazal
ham dil me.n utaare.nge ye kahtii hai.n nigaahe.n
aa jaa.e.n kisii tarah lab-e-baam zaraa aap
Riyaz Khairabadi
Ghazal
zamiin-e-dil pe tire nain naqsh ubhaare.nge
ki ghup a.ndhero.n me.n ham raushnii utaare.nge
Nasir Amrohvi
Ghazal
vaadii-e-aiman me.n ham aa.nkho.n ko haatho.n me.n liye
shauq se sadqa utaare.nge tirii tasviir kaa