SEARCH RESULTS
Showing search results for "utre.n"
Ghazal MATCHES FOR "utre.n"
Ghazal
ye be-dilii hai to kashtii se yaar kyaa utre.n
udhar bhii kaun hai dariyaa ke paar kyaa utre.n
Ahmad Faraz
Ghazal
tirii umiid pe shaayad na ab khare utre.n
ham itnii baar bujhe hai.n ki jalnaa bhuul ga.e
Haseeb Soz
Ghazal
tire siine se mire siine me.n aayaat utre.n
suura-e-kashf-o-karaamaat mukammal ho jaa.e
Waheed Akhtar
Ghazal
baarish kii suurat jo utre.n vo hii likhe jaa.e.n
is ke baa'd 'mubaarak' ke ash.aar badalte na.ii.n
Mubarik Siddiqi
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
fazaa me.n mahkii hu.ii chaa.ndnii ki naGma-e-raaz
ki utre.n siina-e-shaa.ir me.n jis tarah naGmaat
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
kyuu.nkar ke rahe sharm mirii shahr me.n jab aah
naamuus kahaa.n utre.n jo dariyaa pe izaare.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
vasl aur hijr ke dariyaa me.n vahii utre.n jo
is taraf Duub ke us or ubharnaa chaahe.n
Swapnil Tiwari
Ghazal
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
Daniyal Tareer
Ghazal
tum par KHushiyo.n ke saare hii mausam utre.n
ham ko saare dukh bahlaane aate hai.n
Shaziya Akbar
Ghazal
jo duu.n sharaab ko aab-e-hayaat se tashbiih
to utre.n KHizr alaihis-salaam shiishe me.n
Mazaq Badayuni
Ghazal
saarii baato.n kii hai ik baat ki kuchh baato.n se
dil me.n utre hu.e bhii dil se utar jaate hai.n
Shagufta Naim Hashmi
Ghazal
jiinaa ho ab ki marnaa Duube.n ki paar utre.n
kashtii hai apnii 'shaa.eq' haatho.n me.n naaKHudaa ke
Riyazat Ali Shaiq
Ghazal
ishq ke dariyaa me.n mat utre.n kahaa maane.n meraa
rahne de.n ab ho ga.ii kashtii puraanii aap kii