SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaada-e-yaar"
Ghazal MATCHES FOR "vaada-e-yaar"
Ghazal
kuchh roz aur kal kii muravvat me.n kaaT le.n
dil ko yaqiin-e-va.ada-e-yaar aa.e ye nahii.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
paa-bos-e-yaar kii hame.n hasrat hai ai nasiim
aahista aa.iiyo tuu hamaare mazaar par
Rangin Saadat Yaar Khan
Ghazal
jamaal-e-yaar se raushan hu.ii mirii duniyaa
vo chamkii dil me.n kiran maahtaab se pahle
A G Josh
Ghazal
muhaal thaa ki ham ai 'josh' zinda rah sakte
firaaq-e-yaar me.n ik roz mar ga.e ham bhii
A G Josh
Ghazal
ham ko to roz-e-hashr kaa bhii kuchh yaqii.n nahii.n
kyaa muntazir huu.n vaada-e-fardaa-e-yaar ke
Gopal Mittal
Ghazal
har baar khii.nch laa.ii hame.n Gairat-e-junuu.n
sau baar yuu.n to ham bhii dar-e-yaar tak ga.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
hai zikr-e-yaar kyuu.n shab-e-zindaa.n se duur duur
ai ham-nashii.n ye tarz Gazal kaa kabhii na thaa
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
ai chashm-e-yaar terii inaayat kaa shukriya
vo dard-e-dil diyaa hai ki jis kii davaa na ho
Naresh M. A
Ghazal
huzuur-e-yaar bhalaa kaise arz-e-haal kare.n
ham aisii taab na aisii majaal rakhte hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
mizaaj-e-yaar tujhe kyo.n vo e.atibaar thaa shaaq
ye aa.e din kaa talavvun jise miTaa ke rahaa