SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaada-e-yaar"
Nazm MATCHES FOR "vaada-e-yaar"
Nazm
Tipu ki aawaz
phiikaa hai jis ke saamne aks-e-jamaal-e-yaar
azm-e-javaa.n ko mai.n ne vo Gaaza ataa kiyaa
Aale Ahmad Suroor
Nazm
shikwa
qahr to ye hai ki kaafir ko mile.n huur o qusuur
aur bechaare musalmaa.n ko faqat vaada-e-huur
Allama Iqbal
Nazm
shahr-e-arzu
vafaa-e-vaada-o-qaul-o-qasam kaa zikr karo
har ek aabla-paa aur sar-e-junuu.n-pesha
Hameed Almas
Nazm
zindan ki ek sham
lahlahaate hai.n jis tarah dil me.n
mauj-e-dard-e-firaaq-e-yaar aa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHuda wo waqt na lae
fareb-e-vaada-e-fardaa pe e'timaad kare
KHudaa vo vaqt na laa.e ki tujh ko yaad aa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kya chahta hun
sitam ho ki ho va.ada-e-be-hijaabii
ko.ii baat sab se judaa chaahtaa huu.n
Asghar Hasan Mujibi
Nazm
wahi kashf-e-zat ki aarzu
jise yaad raaz-e-mai-o-subuu
jise yaad vaada-e-taar-o-puu
Noon Meem Rashid
Nazm
do ishq
vo aks-e-ruKH-e-yaar se lahke hu.e ayyaam
vo phuul sii khultii hu.ii diidaar kii saa.at
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ye kis dayar-e-adam mein
ye kas dayaar-e-adam me.n muqiim hai.n ham tum
jahaa.n pe muz.daa-e-diidaar-e-husn-e-yaar to kyaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shikwa
sabr kaa phal log kahte hai.n milegaa ek din
aah kab tak intizaar-e-va.ada-e-fardaa karuu.n
Jagdish Sahay Saxena
Nazm
KHizan ke git
abhii to anjuman-e-mehr-o-maah bikne do
abhii naqaab-e-ruKH-e-husn-e-yaar baaqii hai
Razia Rana
Nazm
marg-e-soz-e-mohabbat
KHush huu.n firaaq-e-qaamat-o-ruKHsaar-e-yaar se
sarv-o-gul-o-saman se nazar ko sataa.e.n ham