SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaah-vaah"
Ghazal MATCHES FOR "vaah-vaah"
Ghazal
جوبن کوں اپنے دیہہ میں تجہ دیکھ بالی واہ واہ
کس چھند سوں مسکاے کر کرتی خوشالی واہ واہ
Dilawar Khan Arzoo
Ghazal
Gazal javasht ho 'ehsaa.n' to vaah-vaah na kar
kahegii KHalq ki vaa.e hai vaah-vaah tirii
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
suKHan-saraa.ii faqat shaGl-e-vaah-vaah nahii.n
hame.n to Tuut ke KHud ko banaanaa pa.Dtaa hai
Mazhar Husain Syed
Ghazal
Nisar Dinajpuri
Ghazal
'jauhar' KHudaa ke fazl se aisii Gazal kahii
shohrat mushaa.ire me.n hu.ii vaah-vaah kii
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
hamaare haath ko chuumo gale lagaa.o hame.n
ye vaah-vaah ko.ii daad tho.Dii hotii hai
Ramzi Asim
Ghazal
ai falak achchhaa kiyaa insaaf tuu ne vaah vaah
ra.nj mere vaaste raahat zamaane ke liye
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
har chand 'vahshat' apnii Gazal thii girii hu.ii
mahfil suKHan kii guu.nj uThii vaah vaah se
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
ba.Daa hii zulm KHudaa kii panaah karte hai.n
ham aah aah to vo vaah vaah karte hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
shaa.ir kii qadr hai na ko.ii shaa.erii kaa mol
miltaa hai shaa.erii kaa sila vaah vaah se
Sirajuddin Siraj
Ghazal
aapas kii vaah vaah liyaaqat kii baat hai
sarkaar kii qubuul ye hikmat kii baat hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
tevrii ke Dhab hai.n aur nigah ke hazaar Dol
chitvan ke laakh rang Garaz vaah vaah hai