SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaarii"
Ghazal MATCHES FOR "vaarii"
Ghazal
naazaa.n na ho KHirad pe jo honaa hai ho vahii
daanish tirii na kuchh mirii daanish-varii chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
gosh mahjuur-e-payaam o chashm-e-mahruum-e-jamaal
ek dil tis par ye naa-ummiid-vaarii haa.e haa.e
Mirza Ghalib
Ghazal
isii tarah se agar chaahtaa rahaa paiham
suKHan-varii me.n mujhe intiKHaab kar degaa
Parveen Shakir
Ghazal
jis sar ko Guruur aaj hai yaa.n taaj-varii kaa
kal us pe yahii.n shor hai phir nauhagarii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
suKHan-varii kaa bahaana banaataa rahtaa huu.n
tiraa fasaana tujhii ko sunaataa rahtaa huu.n
Asad Badayuni
Ghazal
mai.n 'rabaab' is se ziyaada tujhe ab kyaa detii
zindagii mai.n ne tire naam pe vaarii paagal
Fauziya rabab
Ghazal
dil-e-naa-ummiid kyuu.nkar ba-tasallii-aashnaa ho
jo ummiid-vaar rahiye na ba-marg-e-naa-gahaanii
Mirza Ghalib
Ghazal
Rais Siddiqui
Ghazal
suKHan-varii hai nazar se nazar kaa naaz-o-niyaaz
aruuz se na zabaan-o-bayaa.n se aatii hai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
saahibo husn kii pahchaan ko.ii khel nahii.n
dil lahuu ho to kahii.n diida-varii aave hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
nashsha-e-taaj-varii me.n hai.n jo mad.hosh 'jamiil'
un se behtar hai.n tirii bazm me.n aa.e hu.e log