SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaav"
Ghazal MATCHES FOR "vaav"
Ghazal
he kii par shakl havaasil kii sii aatii hai nazar
nuqta is par jo lagaa KHe hu.aa ye vaah be KHe
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ki siin vaav alif laam ab luGat me.n nahii.n
vo chaahtaa hai ki us se ko.ii savaal na ho
Azhar Nawaz
Ghazal
maanaa ki 'ain vaav huu.n aur haashiye me.n huu.n
mai.n terii sarguzasht ke har vaaqa'e me.n huu.n
Asim Wasti
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
phir vaz'-e-ehtiyaat se rukne lagaa hai dam
barso.n hu.e hai.n chaak garebaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
ab kyuu.n na zindagii pe mohabbat ko vaar de.n
is aashiqii me.n jaan se jaanaa bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
jise kahtii hai duniyaa kaamyaabii vaa.e naa-daanii
use kin qiimato.n par kaamyaab insaan lete hai.n