SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaazeh"
Ghazal MATCHES FOR "vaazeh"
Ghazal
hai yaqiinan kuchh magar vaazeh nahii.n
aap kii aa.nkho.n me.n kyaa maujuud hai
Abdul Hamid Adam
Ghazal
itnii be-rabt kahaanii nahii.n achchhii lagtii
aur vaazeh bhii ishaare nahii.n achchhe lagte
Yasmeen Hameed
Ghazal
na lafz hai na sadaa phir bhii kyaa nahii.n vaazeh
kalaam kartii hu.ii KHaamushii hai aur mai.n huu.n
Krishn Bihari Noor
Ghazal
KHaaro.n se vaasta hame.n hai.n KHaar hii aziiz
gul hii to hai.n jo vaazeh hu.e shakl-e-KHaar me.n
Gham Bijnori
Ghazal
kuchh ishaare itne mub.ham itne vaazeh itne shoKH
daastaa.n saarii sunaa dii mudda.aa rahne diyaa
Mazhar Imam
Ghazal
vo vaqt bhii ajiib thaa hairaan kar gayaa
vaazeh thaa zindagii kii tarah aur KHvaab thaa
Yasmeen Hameed
Ghazal
Shaad Aarfi
Ghazal
adhuure lafz the aavaaz Gair-vaazeh thii
du.aa ko phir bhii nahii.n der kuchh asar me.n lagii
Fatima Hasan
Ghazal
Siraj Ajmali
Ghazal
gul karnaa charaaGo.n kaa to ik khel hai us kaa
vaazeh hai pas-e-parda-e-zulmaat vahii hai
Mohsin Zaidi
Ghazal
savaal raah badalne kaa hai to tum badlo
mirii daliil hai vaazeh misaal raushan hai
Nusrat Gwaliari
Ghazal
dost aur dushman ke chehre taa-ba-kai vaazeh na ho.n
diip kii lau itnii maddham dekhiye kab tak rahe
Murtaza Barlas
Ghazal
husn se vaazeh hu.ii hai maa'naviyyat 'ishq kii
shaamil-e-mafhuum hai 'unvaan bhii mazmuun hai
Bismil Saeedi
Ghazal
jaane vo chor aa ke kidhar mu.D gayaa 'bahaar'
dahliiz tak to paa.nv ke vaazeh nishaan the
Fazal Ilahi Bahar
Ghazal
vo ki Thahraayaa gayaa thaa jise vaazeh mamnuu.a
ham ne har shaKHs ko us rah se guzarte dekhaa