SEARCH RESULTS
Showing search results for "vafaadaarii"
Ghazal MATCHES FOR "vafaadaarii"
Ghazal
ye kaafii hai ki ham dushman nahii.n hai.n
vafaa-daarii kaa da.avaa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
kyaa kahegaa kabhii milne bhii agar aa.egaa vo
ab vafaadaarii kii qasme.n to nahii.n khaa.egaa vo
Ajmal Siraj
Ghazal
ko.ii kartaa hii nahii.n zikr vafaadaarii kaa
in dino.n ishq me.n aasaanii hii aasaanii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
jab pataa chaltaa hai KHushbuu kii vafaadaarii kaa
phuul jis vaqt gulistaa.n se judaa hotaa hai
Qamar Jalalvi
Ghazal
Abbas Dana
Ghazal
hai baare e'timaad-e-vafaa-daarii is qadar
'Gaalib' ham is me.n KHush hai.n ki naa-mehrbaan hai
Mirza Ghalib
Ghazal
chaman me.n kyuu.n chaluu.n kaa.nTo.n se bach kar
ye aa.iin-e-vafaadaarii nahii.n hai
Kaleem Aajiz
Ghazal
ab isii par to hai taakiid vafaadaarii kii
jab gayaa jaan se mai.n Gair kii shaamat aa.ii
Dagh Dehlvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Wali Dakni
Ghazal
dhyaan bhii us kaa hai milte bhii nahii.n hai.n us se
jism se bair hai saa.e se vafaa-daarii hai
Shahzad Ahmad
Ghazal
Abbas Dana
Ghazal
in vafaadaarii ke vaado.n ko ilaahii kyaa hu.aa
vo vafaa.e.n karne vaale bevafaa kyuu.n ho ga.e
Akhtar Shirani
Ghazal
Javed Naseemi
Ghazal
jaan bhii chiiz hai ko.ii ki rakhe.n tum se dareG
paas itnaa bhii na ho rasm-e-vafaadaarii kaa