SEARCH RESULTS
Showing search results for "vafaadaarii"
Nazm MATCHES FOR "vafaadaarii"
Nazm
jawab-e-shikwa
tab-e-aazaad pe qaid-e-ramazaa.n bhaarii hai
tumhii.n kah do yahii aa.iin-e-vafaadaarii hai
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
mujh se kab pyaar hai aulaad tumhe.n pyaarii hai
tum hii kah do yahii aa.iin-e-vafaadaarii hai
Nashtar Amrohvi
Nazm
aazadi ka git
farz apnaa ham kare.n dil se adaa aur jaan se
ho vafaadaarii hamaarii apne hindostaan se
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Nazm
holi
ik daur kaa thaa KHaatma ik daur kaa aaGaaz thaa
tere vafaadaaro.n ne jab khelii.n gulaabii holiyaa.n
Ali Jawad Zaidi
Nazm
aurat ki haisiyat
vafaadaarii mohabbat hii faqat meraa havaala hai
mirii aqdaar kaa ham-sar faqat koh-e-himaala hai
Zebunnisaa Zaibii
Nazm
amn ka suraj
pahle ham apne ta.ii.n KHud hii vafaadaar bane.n
aur Gairo.n ko bhii de.n dars vafaadaarii kaa
Noor muneeri
Nazm
rihai
zulm-e-sayyaad-o-sitam-kaarii-e-zindaa.n kii qasam
dard-e-insaan-o-vafaadaarii-e-yaaraa.n kii qasam
Ayaz Bilgrami
Nazm
tark-e-mohabbat
aah lekin ye kasauTii hai vafaadaarii kii
aazmaa.ish hai yahii ishq-o-havas-kaarii kii
Zafar Ahmad Siddiqi
Nazm
mere KHwab mujhe lauTa do
amn-e-aalam ke mohabbat ke ravaadaarii ke KHvaab
aam insaan kii azmat ke vafaadaarii ke KHvaab
Azra Naqvi
Nazm
KHub-surat
fazaa be-e'tibaarii kii hai yuu.n chhaa.ii
vafaadaarii nahii.n ab dekhtii va.ado.n kaa chehra bhii