SEARCH RESULTS
Showing search results for "vafuur"
Ghazal MATCHES FOR "vafuur"
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
Jigar Barelvi
Ghazal
gum-karda-e-vafuur-e-Gam-e-intizaar huu.n
tuu kyaa chhupaa ki mujh ko mujhii se chhupaa diyaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
vafuur-e-aarzuu dar-asl zindagaanii hai
tamannaa martii hai tab intiqaal hotaa hai
Shahzad Qais
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
yahii hai ishq ki sar do magar duhaa.ii na do
vafuur-e-jazb se TuuTuu magar sunaa.ii na do
Khursheed Rizvi
Ghazal
vafuur-e-ishq ko aashiq hii jaantaa hai 'nasiir'
har ik samajh nahii.n saktaa kalaam aashiq kaa
Shah Naseer
Ghazal
vafuur-e-josh-e-ziyaa aur un ke daa.nto.n kaa
habaab-e-gumbad-e-garduu.n hai aab-e-gauhar par
Aasi Ghazipuri
Ghazal
lachak rahii hai vafuur-e-samar se shaaKH-e-hayaat
ye baar ha.ns ke uThaa.o bahaar ke din hai.n
Akhtar Ansari
Ghazal
vafuur-e-be-KHudii-e-bazm-e-mai na puuchho raat
ko.ii ba-juz nigah-e-yaar hoshiyaar na thaa
Aasi Ghazipuri
Ghazal
'hafiiz' vasl me.n kuchh hijr kaa KHayaal na thaa
vafuur-e-aish me.n andesha-e-ma.aal na thaa
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
Gazab se kam nahii.n hotaa vafuur-e-rahmat bhii
mai.n Dar gayaa vo ziyaada jo mehrbaan hu.e
Rasheed Lakhnavi
Ghazal
ai vafuur-e-shaadmaanii ye samajh lene to de
kyaa hamii.n hai.n jis se vo ham-bazm ham-aaGosh hai
Kaifi Hyderabadi
Ghazal
Bismil Saeedi
Ghazal
asle.n tamaam naachtii gaatii guzar ga.ii.n
dekhaa nahii.n kisii ne vafuur-e-furuu.a me.n
Farhat Ehsas
Ghazal
idhar vafuur-e-mohabbat udhar muravvat thii
jo kuchh kahaa thaa bhulaa de tire huzuur ab tak