SEARCH RESULTS
Showing search results for "vafuur"
Nazm MATCHES FOR "vafuur"
Nazm
ramayan ka ek scene
ruKHsat hu.aa vo baap se le kar KHudaa kaa naam
raah-e-vafaa kii manzil-e-avval hu.ii tamaam
Chakbast Braj Narayan
Nazm
apni malka-e-suKHan se
mere bayaa.n me.n ye jo vafuur-e-suruur hai
taaq-e-suKHan-varii me.n jo ye sham-e-tuur hai
Josh Malihabadi
Nazm
hinDola
mai.n akasr un ke tasavvur me.n Duub jaataa thaa
vafuur-e-jazba se ho jaatii thii mizha pur-nam
Firaq Gorakhpuri
Nazm
iqbaal
is giit ke tamaam mahaasin hai.n laa-zavaal
is kaa vafuur is kaa KHarosh is kaa soz-o-saaz
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
main kyun bhul jaun
vo paas-e-adab vo KHuluus-e-mohabbat
vafuur-e-tamannaa me.n KHaamosh rahnaa
Arsh Malsiyani
Nazm
hubb-e-watan
taa ho vatan me.n apne zar-o-maal kaa vafuur
aur mumlikat me.n daulat-o-iqbaal kaa vafuur
Mohammad Husain Azad
Nazm
wadi-e-pinhan
us jahaa.n kaa manzar-e-ra.ngii.n nigaah
jis jagah hai qahqaho.n kaa ik daraKHshanda vafuur
Noon Meem Rashid
Nazm
europe ki pahli jhalak
kis qadar arzaa.n hu.e tahziib ke lam.aat-e-nuur
allaah allaah chaar jaanib raushnii kaa ye vafuur
Jagan Nath Azad
Nazm
naqsh bar-diwar
gayaa jo haath se iimaan to tahayyur kyaa
vafuur-e-aish me.n taKHt-o-qusuur kho baiThe
Bebak Bhojpuri
Nazm
hujum-e-arzu
dil me.n vafuur-e-shauq-e-shahaadat hai kyaa karuu.n
karnii hii pa.Dtii hai mujhe qaatil kii aarzuu
Abdul Mannan Bedil Azimabadi
Nazm
malumat-e-najma
vafuur-e-josh-e-sajda kii na puuchho kaar-farmaa.ii
jabiin-e-shauq juzv-e-aastaa.n maaluum hotii hai
Najma Tasadduq
Nazm
fawwara
hai tirii hastii bhii kyaa andoh kii sarmaaya-daar
kyaa tiraa dil bhii vafuur-e-ranj se hai be-qaraar