SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaqaar"
Ghazal MATCHES FOR "vaqaar"
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ajab vaqaar thaa suukhe sunahre baalo.n me.n
udaasiyo.n kii chamak zard lawn kii KHushbuu
Bashir Badr
Ghazal
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
tamaam umr Gariibii me.n baa-vaqaar rahe
hamaare ahd me.n aisii ko.ii misaal nahii.n
Bashir Badr
Ghazal
KHud apne KHuun me.n pahle nahaayaa jaataa hai
vaqaar KHud nahii.n bantaa banaayaa jaataa hai
Varun Anand
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
zaKHm kii nazaakato.n ko nahii.n samajh sakaa
tuu 'vaqaar'-KHaan hai jaun-elia nahii.n
Waqar Khan
Ghazal
jahaa.n usuul KHataa me.n shumaar hote ho.n
vahaa.n vaqaar nahii.n sar bachaanaa chaahiye thaa
Shakeel Jamali
Ghazal
tere mahal ke hisaaro.n kii ii.nT jha.Dne lagii.n
na aisaa ho teraa shaahii vaqaar ghaTne lage
Nawaz Asimi
Ghazal
pattharo.n ke des me.n shiishe kaa hai apnaa vaqaar
devtaa apnii jagah aur aadmii apnii jagah
Ganesh Bihari Tarz
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Indira Varma
Ghazal
apnaa vaqaar-e-ishq kabhii aazmaa ke dekh
hogii jabiin-e-husn bhii sajda liye hu.e
Seemab Akbarabadi
Ghazal
fareb-KHurda tabassum KHariidne ke liye
vaqaar-e-diida-e-pur-nam faroKHt hotaa hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
kahii.n na aisaa ho apnaa vaqaar khaa jaa.e
KHizaa.n se phuul bachaa.e.n bahaar khaa jaa.e