SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaqaar"
Nazm MATCHES FOR "vaqaar"
Nazm
wo
kis qadar pairaaya parvar aur kitnii saada-kaar
kis qadar sanjiida o KHaamosh kitnii baa-vaqaar
Jaun Eliya
Nazm
nazm
tamaam raat vo aa.nkhe.n na bhuultii thii.n mujhe
ki jin me.n mere liye 'izzat aur vaqaar dikhe
Tahzeeb Hafi
Nazm
ek rah-guzar par
shabaab jis se taKHayyul pe bijliyaa.n barse.n
vaqaar jis kii rafaaqat ko shoKHiyaa.n tarse.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kisan
jis ke maathe ke pasiine se pa.e-izz-o-vaqaar
kartii hai daryuuza-e-taabish kulaah-e-taajdaar
Josh Malihabadi
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
miTTii ke vaqaar ko na becho
ye ahd-e-sitam jihaad kaa hai
Ahmad Faraz
Nazm
daraKHt mere dost
tum bahut pur-vaqaar aur saada ho
mere thaile ko jaan.naa chaahte ho
Sarvat Husain
Nazm
watan
ai ki KHvaabiida tirii KHaak me.n shaahaana vaqaar
ai ki har KHaar tiraa ruu-kash-e-sad-ruu-e-nigaar
Josh Malihabadi
Nazm
holi
hayaa gulo.n ko to kaliyo.n ko sharm aatii hai
ba.Dhaa.o ba.Dh ke chaman kaa vaqaar holii me.n
Nazeer Banarasi
Nazm
unki taswir dekh kar
aaj kyaa hai jo milaa shoKH nigaaho.n ko qaraar?
kyaa hu.aa husn kii ma.asuum hayaa.o.n kaa vaqaar
Shakeel Badayuni
Nazm
chahaton ka jahan hai urdu
ishq kaa e'tibaar aur vaqaar
husn kii aan-baan hai urdu
Krishna Mohan
Nazm
yaum-e-azadi
hai sar-zamiin-e-vatan jalva-zaar-e-aazaadii
saro.n ke saath hai ab to vaqaar-e-aazaadii
Siraj Lakhnavi
Nazm
hum
ba.De ba.De uu.nche uu.nche logo.n se raat din meraa vaasta hai
ye saahibaan-e-vaqaar-o-naKHvat
Zia Jalandhari
Nazm
inqalab-e-filistin
naam ko baaqii nahii.n islaam kaa izz-o-vaqaar
terii aa.nkho.n se magar jaataa nahii.n ab tak KHumaar