SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaqfa"
Ghazal MATCHES FOR "vaqfa"
Ghazal
Dhuu.nDh uj.De hu.e logo.n me.n vafaa ke motii
ye KHazaane tujhe mumkin hai KHaraabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ye kaafii hai ki ham dushman nahii.n hai.n
vafaa-daarii kaa da.avaa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
ek ek kar ke log bichha.Dte chale ga.e
ye kyaa hu.aa ki vaqfa-e-maatam nahii.n milaa
Saqi Faruqi
Ghazal
kyaa qahr hai vaqfa hai abhii aane me.n us ke
aur dam miraa jaane me.n tavaqquf nahii.n kartaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ham rah-ravaan-e-raah-e-fanaa der rah chuke
vaqfa bisaan-e-sub.h ko.ii dam bahut hai yaa.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
dam le rahii thii.n husn kii jab sehr-kaariyaa.n
in vaqfa-haa-e-kufr ko iimaa.n banaa diyaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
Tuk to vaqfa bhii kar ai gardish-e-dauraa.n ki ye jaan
umr ke haif hii kyaa saat chalii jaatii hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
yuu.n lagaa jaise ki bal khaa ke dhanak TuuT ga.ii
us ne vaqfa jo liyaa naaz se a.ng.Daa.ii me.n
Rais Amrohvi
Ghazal
Abhishek Shukla
Ghazal
kab aa.oge vaqt aa gayaa duniyaa se safar kaa
vaqfa hai ko.ii dam kaa na saa.at na gha.Dii hai
Saqib Lakhnavi
Ghazal
hijr ik vaqfa-e-bedaar hai do niindo.n me.n
vasl ik KHvaab hai jis kii ko.ii ta.abiir nahii.n