SEARCH RESULTS
Showing search results for "vasl-e-yaar"
Ghazal MATCHES FOR "vasl-e-yaar"
Ghazal
zamaan-e-hijr miTe daur-e-vasl-e-yaar aa.e
ilaahii ab to KHizaa.n jaa.e aur bahaar aa.e
Akhtar Shirani
Ghazal
naashaad dil ho shaad mah-e-vasl-e-yaar se
yaa-rab mirii KHizaa.n ko badal de bahaar se
Makhmoor Bhopali
Ghazal
guzaare hijr me.n barso.n hii vasl-e-yaar ke baad
uThaayaa jabr bahut ham ne iKHtiyaar ke baad
Nawab Umrao Bahadur Diler
Ghazal
KHusrav-e-aish-e-vasl-e-yaar jaa.n-kanii aur kohkan
apnaa jigar to KHuu.n hu.aa ishq ke imtiyaaz me.n
Momin Khan Momin
Ghazal
ummiid-e-vasl-e-yaar liye kitne kam nasiib
apnii dukaan tere jahaa.n se ba.Dhaa ga.e
Shahzad vasiq
Ghazal
sahraa-navard ham bhii the kis darja hijr me.n
hai.n baad-e-vasl-e-yaar bhii ab tak thakaan me.n
Shahid Karim
Ghazal
kha.Dii thii raste me.n diivaar-e-muflisii mere
kabhii jo bhuule se lamhaat-e-vasl-e-yaar aa.e
Riyaz Qasid
Ghazal
kuchh zikr-e-yaar jis me.n thaa kuchh zikr-e-vasl-e-yaar
tadviin-e-zindagii me.n vahii baab rah gayaa
Anjum Khaleeq
Ghazal
sozaa.n hai daaG-e-hijr mire dil me.n misl-e-sham.a
ai yaad-e-vasl-e-yaar bujhaa de unho.n ke ta.ii.n