SEARCH RESULTS
Showing search results for "vidaa"
Ghazal MATCHES FOR "vidaa"
Ghazal
KHisht pusht-e-dast-e-ijz o qaalib aaGosh-e-vidaa.a
pur hu.aa hai sail se paimaana kis ta.amiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
hai junuu.n ahl-e-junuu.n ke liye aaGosh-e-vidaa.a
chaak hotaa hai garebaa.n se judaa mere ba.ad
Mirza Ghalib
Ghazal
har ra.ng-e-gardish aa.ina iijaad-e-dard hai
ashk-e-sahaab juz ba-vidaa-e-KHizaa.n nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
vidaa-e-yaar kaa lamha Thahar gayaa mujh me.n
mai.n KHud to zinda rahaa vaqt mar gayaa mujh me.n
Rehman Faris
Ghazal
biim-e-raqiib se nahii.n karte vidaa-e-hosh
majbuur yaa.n talak hu.e ai iKHtiyaar haif
Mirza Ghalib
Ghazal
bas itnaa hosh thaa mujhe roz-e-vidaa-e-dost
viiraana thaa nazar me.n jahaa.n tak nazar ga.ii
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
ba.Daa ajiib thaa us kaa vidaa.a honaa bhii
na ho sakaa miraa us se lipaT ke ronaa bhii
Khurshid Talab
Ghazal
fazaa-e-KHanda-e-gul tang o zauq-e-aish be-parvaa
faraaGat-gaah-e-aaGosh-e-vidaa-e-dil-pasand aayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
taa-kujaa ai aagahii ra.ng-e-tamaashaa baaKHtan
chashm-e-vaa-gardiida aaGosh-e-vidaa-e-jalva hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
'asad' hai naza.a me.n chal bevafaa baraa-e-KHudaa
maqaam-e-tark-e-hijaab o vidaa-e-tamkii.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
shaam-e-vidaa.a laakh tasallii ke baavajuud
aa.nkho.n se us kii dukh kaa samundar nahii.n gayaa
Hasan Abbas Raza
Ghazal
shaam-e-vidaa-e-dost kaa aalam na puuchhiye
dil ro rahaa thaa lab pe ha.nsii kheltii rahii
Rajendra Nath Rahbar
Ghazal
paiham sujuud paa-e-sanam par dam-e-vidaa
'momin' KHudaa ko bhuul ga.e iztiraab me.n
Momin Khan Momin
Ghazal
vidaa kar mujhe ai zindagii gale mil ke
phir aisaa dost na tujh se kabhii judaa hogaa
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
mai.n jab bhii jism se izn-e-vidaa.a maa.ngtaa huu.n
vo kah ke mujh ko mirii jaan rok letaa hai