SEARCH RESULTS
Showing search results for "vidaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "vidaa"
PAGE MATCHES FOR "vidaa"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "vidaa"
Nazm
zindan ki ek subh
aks-e-jaanaa.n ko vidaa kar ke uThii merii nazar
shab ke Thahre hu.e paanii kii siyah chaadar par
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
har ra.ng-e-gardish aa.ina iijaad-e-dard hai
ashk-e-sahaab juz ba-vidaa-e-KHizaa.n nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
vidaa-e-yaar kaa lamha Thahar gayaa mujh me.n
mai.n KHud to zinda rahaa vaqt mar gayaa mujh me.n
Rehman Faris
Nazm
jis roz qaza aaegi
dil se bas hogii yahii harf-e-vidaa.a kii suurat
lillaahil-hamd ba-anjaam-e-dil-e-dil-zadagaa.n
Faiz Ahmad Faiz
Sher
vidaa.a kartii hai rozaana zindagii mujh ko
mai.n roz maut ke ma.njdhaar se nikaltaa huu.n
Zafar Iqbal
Ghazal
biim-e-raqiib se nahii.n karte vidaa-e-hosh
majbuur yaa.n talak hu.e ai iKHtiyaar haif
Mirza Ghalib
Ghazal
bas itnaa hosh thaa mujhe roz-e-vidaa-e-dost
viiraana thaa nazar me.n jahaa.n tak nazar ga.ii
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
ba.Daa ajiib thaa us kaa vidaa.a honaa bhii
na ho sakaa miraa us se lipaT ke ronaa bhii