SEARCH RESULTS
Showing search results for "vigaa"
Ghazal MATCHES FOR "vigaa"
Ghazal
mimbar se bahut fasl hai maidaan-e-amal kaa
taqriir ke mard aur hai.n mardaan-e-viGaa aur
Najm Aafandi
Ghazal
ham siina-sipar aa ga.e maidaan-e-viGaa me.n
ab kyuu.n saf-e-aadaa se nikaltaa nahii.n ko.ii
Mohsin Zaidi
Ghazal
ye multafit nigaahe.n sheva viGaa hai jin kaa
hai.n mojib-e-sukuu.n bhii ha.ngaama-aafrii.n bhii
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
mimbar se bahut fasl hai maidaan-e-amal kaa
taqdiir ke mard aur hai.n mardaan-e-viGaa aur
Najm Aafandi
Ghazal
dil hai ki ek dasht-e-viGaa kyaa karuu.ngaa mai.n
is dasht-e-be-fazaa kii ataa le ke jaa.uu.ngaa
Anisur Rahman
Ghazal
kuchh chalii to tere aashiq se hii talvaar chalii
jab hu.ii ja.ng bapaa mard-e-viGaa mai.n hii hu.aa
Syed Kashif Raza
Ghazal
ham se KHud-sar suu-e-maidaan-e-viGaa jaate hu.e
ye nahii.n sochte hai.n kaun kahaa.n chho.Dtaa hai
Safar Naqvi
Ghazal
Tauseef Tabassum
Ghazal
viGaa me.n ko.ii bhii aisaa 'aduu nahii.n aayaa
hamaarii teG pe jis kaa lahuu nahii.n aayaa
Azwar Shirazi
Ghazal
musaafirat me.n shab-e-vaGaa tak pahu.nch ga.e hai.n
ye log apnii abad-saraa tak pahu.nch ga.e hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
musaafiro.n kii tarah rahguzar me.n rahtaa hai
ye raasta bhii musalsal safar me.n rahtaa hai
Vibha Jain 'Khwaab'
Ghazal
shaayad tujhe sukuun mile dekh kar to dekh
ham KHatm ho rahe hai.n hame.n ik nazar to dekh
Vibha Jain 'Khwaab'
Ghazal
vo imtihaan me.n jab ham ko Daal detaa hai
jo laa-javaab ho.n aise savaal detaa hai
Nalini Vibha Nazli
Ghazal
haar ke KHud hii bikhar jaa.uu.n kyaa
vaqt dushman hai to Dar jaa.uu.n kyaa
Nalini Vibha Nazli
Ghazal
binaa bole hii sab kuchh jaan jaa.e
vo kaash aa.nkho.n kaa dukh pahchaan jaa.e
Vibha Jain 'Khwaab'
Ghazal
Vibha Jain 'Khwaab'
Ghazal
zahr se zahr kaTe kaa.nTe se kirchii nikle
de nayaa dard ki ye Tiis puraanii nikle
Vibha Jain 'Khwaab'
Ghazal
tumhe.n lagtii hai duniyaa ajnabii kyaa
tabii.at ho ga.ii hai falsafii kyaa
Nalini Vibha Nazli
Ghazal
use zaruur ko.ii kaam aa gayaa hogaa
vagarna ko.ii kisii ko yuu.n bhuultaa hogaa