SEARCH RESULTS
Showing search results for "vird"
Ghazal MATCHES FOR "vird"
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
meraa nishaa.n miTaa to miTaa par ye rashk hai
vird-e-zabaan-e-KHalq tiraa naam ho gayaa
Ismail Merathi
Ghazal
jaa-ba-jaa KHuun ke chhii.nTe hai.n hamaare ghar me.n
kaun saa vird karaa.e.n ki balaa.e.n jaa.e.n
Shahzad Nayyar
Ghazal
vird kartaa rahaa mai.n harf-e-sadaaqat jin par
mo'atabar hai.n vahii tasbiih ke daane mere
Jameel Azimabadi
Ghazal
shab-e-visaal us kaa surKH aa.nchal musallaa kar ke
badan-vaziife kaa vird jaarii rakhaa hu.aa hai
Naeem Sarmad
Ghazal
tire hii naam kii simran hai mujh ko aur tasbiih
tuu hii hai vird har ik sub.h-o-shaam aashiq kaa
Shah Naseer
Ghazal
Aurang zeb
Ghazal
sitam aaj bhii us kaa vird-e-zabaa.n hai
yaziid-e-la.ii.n jo vahaa.n hukmaraa.n thaa
Barqi Azmi
Ghazal
kisii ke lab pe 'nasiim'-e-sahar du.aa kaisii
yahii hai vird-e-zabaa.n kaun maaraa jaa.egaa
Naseem Sahar
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Bismil Saeedi
Ghazal
Suhaib Farooqui
Ghazal
bas aap kaa hii naam hai vird-e-zabaa.n huzuur
ye saarii zindagii kaa merii iqtibaas hai
Shevan Bijnauri
Ghazal
mai.n ki ik ism-e-mohabbat huu.n falak se utraa
mai.n tire vird me.n rahtaa to karaamat kartaa
Mubashshir Saeed
Ghazal
vird-e-zabaa.n hai roz-o-shab in kii sanaa-e-husn
shaayaa.n hai jis qadar ki ye shaa.er Guluu kare.n
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Faizul Amin Faiz
Ghazal
vo vird kar rahaa thaa kisii aur naam kaa
taaviiz ne mariiz pe ulTaa asar kiyaa