SEARCH RESULTS
Showing search results for "vird-e-zabaan"
Ghazal MATCHES FOR "vird-e-zabaan"
Ghazal
jab talak naam tiraa vird-e-zabaa.n rahtaa hai
dil kii bastii me.n ajab ek samaa.n rahtaa hai
Rehan Ahmed Tantray
Ghazal
Safar Naqvi
Ghazal
tirii suurat hai dil ke aa.ine me.n
tiraa hii naam ab vird-e-zabaa.n hai
Syed Masood Hasan Masood
Ghazal
'sadaf' ke dil me.n hai vahdat kaa jalva
magar vird-e-zabaa.n kuchh bhii nahii.n hai
Sadaf Lucknowi
Ghazal
sitam aaj bhii us kaa vird-e-zabaa.n hai
yaziid-e-la.ii.n jo vahaa.n hukmaraa.n thaa
Barqi Azmi
Ghazal
bas aap kaa hii naam hai vird-e-zabaa.n huzuur
ye saarii zindagii kaa merii iqtibaas hai
Shevan Bijnauri
Ghazal
be-maa'nii phir lage.nge mohabbat ke saare naam
ik teraa naam hii mire vird-e-zabaa.n rahe
Shamsa Najm
Ghazal
jo naam vird-e-zabaa.n aaj tak rahaa 'hairat'
vo naam aaj achaanak nayaa nayaa saa lagaa
Balraj Hairat
Ghazal
tirii hii yaad u.Daatii hai jigar ke Tuk.De
naam teraa hii magar vird-e-zabaa.n kartaa huu.n
Nazeer Hussain Siddiqui
Ghazal
kisii ke lab pe 'nasiim'-e-sahar du.aa kaisii
yahii hai vird-e-zabaa.n kaun maaraa jaa.egaa
Naseem Sahar
Ghazal
haalaat ne miTaa diye maazii ke sab nuquush
ik naam thaa jo miT ke bhii vird-e-zabaa.n rahaa
Aasi Faiqi
Ghazal
ism-e-aazam kaa asar Gair ko dikhlaa de.nge
yaar kaa naam zaraa vird-e-zabaa.n hone do
Imdad Ali Bahr
Ghazal
un firqa-parasto.n ke dilo.n me.n hai kuduurat
aur vird-e-zabaa.n lafz-e-musaavaat bahut hai
Qazi Ehtisham Bachhrauni
Ghazal
in firqa-parasto.n ke dilo.n me.n hai kuduurat
aur vird-e-zabaa.n lafz-e-musaavaat bahut hai