SEARCH RESULTS
Showing search results for "yaaquut"
Ghazal MATCHES FOR "yaaquut"
Ghazal
dekh ai ahl-e-nazar sabza-e-KHat me.n lab-e-laal
ra.ng-e-yaaquut chhupaa hai KHat-e-raihaan me.n aa
Wali Dakni
Ghazal
yaaquut ko.ii un ko kahe hai ko.ii gul-barg
Tuk ho.nT hilaa tuu bhii ki ik baat Thahar jaa.e
Meer Taqi Meer
Ghazal
garmii-e-daulat hu.i aatish-zan-e-naam-e-niko
KHaana-e-KHaatim me.n yaaquut-e-nagii.n aKHtar hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
Muneer Shikohabadi
Ghazal
aqiiq gauhar-o-almaas niilam-o-yaaquut
ye sab nagiine ye kankar usii se milte hai.n
Akbar Masoom
Ghazal
aks-e-lab-e-paa.n-KHurda se dandaa.n hai.n tire surKH
yaa aatish-e-yaaquut hai ye aab-e-guhar me.n
Shah Naseer
Ghazal
ai lab misii ko phe.nk ki niilam hai kam-bahaa
yaaquut de yaa de ko.ii laa'l-e-yaman mujhe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
Aagha Akbarabadi
Ghazal
sakii aaj pyaalaa ana.nd kaa pilaa munj
va yaaquut adhraa.n kii mastii dilaa munj
Quli Qutub Shah
Ghazal
Ashk Almas
Ghazal
Tuk.Daa jahaa.n giraa jigar-e-chaak-chaak kaa
yaaquut saa damakne lagaa rang KHaak kaa