SEARCH RESULTS
Showing search results for "yaaquut"
Nazm MATCHES FOR "yaaquut"
Nazm
ye pichhle ishq ki baaten hain
yaaquut pighalte rahte hai.n
ab apnii gum-sum aa.nkho.n me.n
Mohsin Naqvi
Nazm
aurat ki taKHliq
kohsaar-o-gulistaa.n taraashe ga.e
laal-o-yaaquut-o-marjaa.n taraashe ga.e
Izhaar Malihabadi
Nazm
zaifa
niilam-o-yaaquut se shole bha.Dak uThne ko hai.n
surKH diinaaro.n me.n a.ngaare dahak uThne ko hai.n
Josh Malihabadi
Nazm
kahani ka saman
jahaa.n shahd-o-sharbat kii nahre.n ravaa.n ho.n
jahaa.n hiire yaaquut kii kashtiyaa.n ho.n
Akhtar Shirani
Nazm
watan ki miTTi
pukhraaj bhii yahii.n hai yaaquut bhii yahii.n hai
paane ko jin ko saarii duniyaa machal rahii hai
Abr Ahsani Ganauri
Nazm
ishq ka jam
qarya-o-saa'at-o-dha.Dkan ke dariiche se to ab
aa.nkh se aa.nkh milaa khol ke yaaquut se lab
Nadeem Najid
Nazm
sanjiwni
shoKH yaaquut-faam ho.nT kamaal-e-aazar
pi.nDliyaa.n kuulhe kamar naaf ilaahii tauba
Afzal Husain Afzal
Nazm
yakum may
dekho har saal aa.egii maah-e-may kii ye yakum
sunte hai.n siidhii nahii.n hotii kabhii kutte kii dum
Syed Mohammad Jafri
Nazm
mazdur
yakum taariiKH aane se
kisii bhii saal-e-nau ke KHair-maqdam par KHushii ke shaadyaane se