SEARCH RESULTS
Showing search results for "yaaquutii"
Ghazal MATCHES FOR "yaaquutii"
Ghazal
ab laal-e-nau-KHat us ke kam baKHshte hai.n farhat
quvvat kahaa.n rahe hai yaaquuti-e-kuhan me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
be-taab-o-tavaa.n yuu.n mai.n kaahe ko talaf hotaa
yaaquutii tire lab kii miltii to sambhal jaataa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Shahnawaz Noor
Ghazal
u.ngliyo.n me.n raushnii dete zamurrad ke charaaG
marmarii.n baazuu kaa halqa surKH yaaquutii hisaar
Ahmad Jahangir
Ghazal
bose kaa likh ke nusKHa yaaquutii-e-labo.n se
biimaar-e-ishq teraa hai be-davaa davaa kar
Waliullah Muhib
Ghazal
Naji Shakir
Ghazal
jo bichha.Dte vaqt mere lams me.n Thahrii rahii
chashm-e-yaaquutii me.n us angushtarii kaa aks hai
Rahbar sultani
Ghazal
ik kiran KHurshiid kii utrii shafaq ke baam se
us ke yaaquutii labo.n ko aa ke sajda kar ga.ii
Anees Ashfaq
Ghazal
Mumtaz Athar
Ghazal
use kaun dekh saktaa ki yagaana hai vo yaktaa
jo du.ii kii buu bhii hotii to kahii.n do-chaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
tuu mirii tarah se yaktaa hai magar mere habiib
jii me.n aataa hai ko.ii aur bhii tujh saa dekhuu.n
Parveen Shakir
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
rabb-e-suKHan mujhe tirii yaktaa.ii kii qasam
ab ko.ii sun ke bolne vaalaa bhii chaahiye
Jawad Sheikh
Ghazal
ham kahaa.n ke daanaa the kis hunar me.n yaktaa the
be-sabab hu.aa 'Gaalib' dushman aasmaa.n apnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
har ek saa.ns pe pahraa hai be-yaqiinii kaa
ye zindagii to nahii.n maut kii savaarii hai
Waseem Barelvi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
baad yak-umr-e-var.a baar to detaa baare
kaash rizvaa.n hii dar-e-yaar kaa darbaa.n hotaa